Home » Blogs »

شریف برادران کی نا اہلی - آپ کی رائے

سپریم کورٹ نے پاکستان مسلم لیگ ن کے قائد میاں نواز شریف اور وزیر اعلیٰ پنجاب میاں شہباز شریف کو نااہل قرار دے دیا ہے۔ اس کے علاوہ میاں شہباز شریف کے بطور وزیر اعلی پنجاب منتخب ہونے کے الیکشن کمیشن کا نوٹیفیکشین بھی منسوخ کردیا ہے۔ سپریم کورٹ کے فیصلے کے بعد صوبے میں گورنر راج نافذ کرنے کا فیصلہ بھی ایوان صدر سے جاری ہونے والے ایک بیان میں کیا گیا۔

مسلم لیگ ن کے قائد میاں نواز شریف نے عدالتی نااہلی کے لیے پیپلز پارٹی کے شریک چئیرمین اور صدر مملکت آصف زرداری کو ذمہ دار قرار دیا ہے اور کہا ہے کہ صدر آصف زرداری نے نااہلی کیس ختم کرانے کے لیے ان سے سودے بازی کی کوشش کی تھی۔

شریف برادران کی نا اہلی کا فیصلہ ملک کی سیاست اور ابتر ہوتے ہوے معاشی حالات پر کیا اثرات مرتب کرسکتا ہے؟

آپ کی رائے اس بارے میں؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
Hi,bhot galt hua hy ye sb mulik ki behtri k liy ni
mahnoor, islamabad Wednesday, March 11 2009
Yeh faisal aik dam sahi hai. Kune ke in ke na aheeli sabit ho chuki hai 1999 main he.
jis tarha ka in ka door raha tha 2 dafa woh sab ke samney hai.
or pakistan ke 1973 ke Ayeen ke mutabik agar kisi prime minster pakistan ke salmeyat ke khelaf kuch karey ore us ko nuksaan pohanchaye tu woh is bate ka kabhi ahaal nahi ke woh dubara kisi bhi goverment ke position par kam kar sakey ore 1 time suspended clerk ko jab dubara nahi lia jata kisi bhi goverment poisition ke ley chahey sweeper he kune na ho tu bhai logo yeh kis tarha ahaal ho gaye in ko tu parliment ka chaprasi bhi nahi rakhna chahey. ore same yeh is tarha hai ke agar kisi mulazeem ko nokri se nekal dia jaye tu woh road per dharna nahi deta ke woh kune nekala gaya same us tarha judges ko bhi dismiss honey ke bad koi right nahi ke woh is tarha wabal macha sakey agar un ke sath na insafi hoi hai tu law ke zarey sabit karey. un se zaida law ko kone janta hai ore raha sawal sahi faisley ka tu aj tak kuch sahi hua hai ju aj ho ga. zulaam bardasht karty huy pakistan awam ko 60 years se zaida ho gaye hai.
kuch tu in judges ore politicians ko bhi karna chahey. wesey yeh judges tu bhoot bari bari speaches dety hai ke law ko follow karo insaaf meley ga. nawaz sharif ka bhi yeh nara tha 1996 or 1997 ke election main ke sab ko insaaf meley ga ab nawaz sharif kune roooo raha hai ke na insafi hai. har kisi ko chair se love hai pakistan se nahi nawaz sharif bhi wapis seat ke ley he sab kuch kar raha hai. ore kuch nahi.
rizwan, toronto Tuesday, March 10 2009
ZARDARI SAHAB KO ASAL KHOF TU 'NRO' KO THA K KAHEN CHEF JUSTICE BAHAL HO KER KAHI MEREY CASE HEE NA OPEN HO JAYE ISSEY LIYE UNHO LONG MARCH SE PEHLEY HEE SHAREEF BRADRAN KO NA AHEL KERWA DIYA GYA !
Shaikh Zubair, karachi Tuesday, March 10 2009
un ko bahal kiya jeye
hina sajid, lahore Tuesday, March 10 2009
Saab sa pahla janab Zardari Sahab Shareek chairman he ghalat haa woo wasiat b jouti haa bebe na ager koi wasiat bani hoti to woo apna sab jalsoo ma yah kahti k us na koi wasiyat banay haa yah banda to usa ka liyah kam kar raha haa yah Pakistan ka liyah kam thori karraha haa aur Sharif brotheran ka khalaf aur Ifti chudry ka khalaf ha yah.Janab iftikhar chudary ko yah is liyah bahal nhe kara ga Q k is ko pata haa k yn ki adalat ma NRO chalange ho wa haa aur us ka faisala us ka khalaf b aah sakta haa aur MQM b is k sath is liya da rahe ha Q k wo B NRO ka saharah bahifazat haa is he liyah altaf hussain na Zardari ka saath diyah Sulaman taseer b usa k ajandah per kam karra haa aur kal rat koo capital talk ma ppp k chudry sahab to khawajah sahab ko baat he nahee karna dee raha thaa is liyah k tammam Pakistan aur baki sari duniyah ka samne pool na khul jaya Sharif brotheran ka saath to Zardari na ghalat bayani ki aur woo to shuroo din sa ghalat ha.Ager woo iskabel hoota to bebe us ko apna waqt ma koi to ohdah Zardari ko diyah hoota.Bebe ko pata thaa ka yah chotah haa aur us ka naam ko battah lagay ga iss liyah Zardari ko koi ohdah nahee diyah thaa aur yah Dr Khalid ranjah sahab kaya baat karta naa 50mint ma woo to parveez musharaf ka waqt to aahkah band kar ka jhout boltah thaa aur miah sahab ka khalaf baatah karta raha haa iss liyah to unna parveez sahab na wazir kanoon bana diyah thaa aur yah farooq h naik is kabil nahee ha k us ko wazir e kanoon banayah jayah aur janb Rehman malik yah b jhotoo ka sardar haa yah saab appna ullo sidah karna laga howah haa in ko Pakistan sa koi lagoo nahee haa Rub ham per apni mehar bani kara ek Pakistani Shacha Pakistani
Muhammad A.Khan, out of Pakistan Tuesday, March 10 2009
This is the most worst decission in the history of Pakistan.Shareef brothers are heroes of Pakistan
MUHAMMMAD AZAM MAKIK, Renala Khurd Tuesday, March 10 2009
zardari is not good person.and do good about nawaz and shebaz sharif
ramzan, america Tuesday, March 10 2009
آصف ذرداری غلط شحص ہے۔ وہ نہیں چاہتا کہ اس کے سامنے کوئی کھڑا ہو۔ کسی طرح سب مل کراس سے جان چھڑا لیں۔ شکریہ
ZESHAN, LAHORE Tuesday, March 10 2009
بڑے چور نے چھوٹے چور کو ہرا دیا۔ جھگڑا کس بات کا۔؟؟؟
abdul mued, rwp Tuesday, March 10 2009
maray khayal may ye hamaray deen may bhi hay k insaf k fasaloo may kisi kisum ki koe bamani ki gunjaish nahi hoti
manii, bhakkar Monday, March 09 2009
اسلام علیکم
سراسر غلط فیصلہ ہے پی سی او ججز سے یہی امید تھی کتنے افسوس کی بات ہے کہ مسلمانوں کے ملک میں انصاف خریدنے سے ملتا ہے اس سے یہی لگتا ہے کہ دنیا سے انصاف اٹھ گیا اب اللہ انصاف کرے گا اللہ وہ جج ہے جسے کوئی نہیں خرید سکتا اور اس کا انصاف سب سے اچھا ہے مجھے اللہ کے انصاف کا انتظار ہے۔
mubah, karachi Monday, March 09 2009
main to kehta hon jo hoa sahi hoa in ko nikalna hi chahiye tha in ko kabhi bhi siasat nahi kerni chahiye or sardari sahab ko bhi aager sadder bana na hai to mustafa kamal ko banao nahi to mulk main marshal law lagao
Muhammad Asif, karachi Monday, March 09 2009
tamam tarify ALLAH PAK k liye hai
intihae afsos ki baat hai k jo loog humary vote se muntakehb ho ker aaty hai ,bajaye k woh awaam ki kehdmat kary ,woh humy apna gulaam banana chatay hai,yeh bhool jaty hai k in ka kaam awam ki falah o baka k liye jina or marna hai,lykin badbahkti in logo ki jo apny aap ko feroon samaj behty hai,ahker kab tak ,hakomat hamesha ALLAH PAK ki rehni hai,is liye behter hai k yeh sab mil ker woh nizaam kaem kary,jo ALLAH PAK ne apny qalaam mai fermaya hai,or jisy hazrat UMER ne qaem kiye,plz kuch kuda ka koof kijiiye,kuch tu kahyal kijiye on bysaharo ka bebaso ka jo kab se aas lagaye behtey hai,
FALAH E INSANIYAT SOCITY
farhan anwer, faisalabad Monday, March 09 2009
Respected Forum, Before submit my comment
I want say, I really appreciate from the core of my Heart and thanks to HamariWeb.com.

History revision reciprocate with Nawaz, so why he worry and loud vice with facing to dire consequence to Government, this action name is 'MAKAFAT-E-AMAL of his two black Government. I am very happy of this act.
Thanks.
Dr.Syed Naseemullah Hydari, Karachi Monday, March 09 2009
SHARIF BROTHERS QADAM BARHAO QOUM TUMHAREY SATH HAI.SHARIF BROTHERS SHARIF AUR INNOCENT HAIN.PPP WALEY ROTI KAPRA AUR MAKAAN KI BAAT KERTY HAIN MAGAR 2 RUPEE KI RUTI TU SHEHBAAZ NIEN DI HAI.I LOVE CHIEF JUSTICE IFTIKHAAR.WUKLA.CIVIL SOCIETY,SHARIF BROTHERS AND GEO.ZARDARI PLZ GEO AUR JEENY DO.PLZ
AHMAD HASSAN, AHMAD PUR EAST Monday, March 09 2009
zardari and co. sb choor hain.
jab mulk main ek choor ko betah dia jay tho wo mulk kia tarqi kary ga.
Nawaz & shahbaz shriff igar nahal hain tho zardari kaise sadar bina.pakistan ka sb se bara karapt man zardari hai.
iftikhar chaudry ko bahal hona chahy.
Rana, Riyadh KSA Monday, March 09 2009
well its a fair decision muslim league noun should accept the court result why they are creating disturbance in maintaining the law n order in a country well ppp also accept the court result at the time of zulfiqar ali bhutoo
hira, rawalp[indi Monday, March 09 2009
I think Mr Nawaz Sharif is the only person which may help Pakistan to come out of recent crises. Pakistan is in great crises at the moment and requires some brave leadership. His thinking about war on terror is also against America's will. I like him purely because of his Anti-America thinking. So he just need to be determined in his demands and should deliver his best whenever he gets the chance. We extend our full support to him. Best Wishes
Asif Iqbal, Islamabad Monday, March 09 2009
شریف برادران کی نا اہلی سے نہ صرف پاکستان میں بلکہ دنیا میں کہیں بھی رہنے والے اور ملک پاکستان کے متعلق سیاسی شعور رکھنے والے اس بات سے یقینا پریشان ہونگے کہ جس ملک کی عدلیہ آزاد نہیں اس ملک میں بسنے والے کیسے آزاد ہو سکتے ہیں۔ زرداری صاحب کو سیاسی بصیرت سے کام لیتے ہوئے ایسے فیصلے لینے کی بجائے ملک کے مفاد کی خاطر کام کرنا ہو گا ۔ ورنہ اگر ملک نہ رہا تو کیا زرداری صدر رہے گا ۔ ہہتر ہے قوم اور ہمارے حکمران اب اس طرف توجہ دیں اور ملک کی سلامتی کو محفوظ کرنے کے اقدامات کریں۔
arshed, Sargodah Monday, March 09 2009
Nawaz Sharif sb say guzarish hay k wo khuda k wasty is koom ko baksh dn pahly he hamary pyary sadar sb (Zardari) nay pakistani koom ka gena haram kar rakha h in sb ko bs molk o koom ko noch noch kar khany ke pari hoi h koi molk o koom ka bhala nahe chahta sb ko bs apne korce ke pare hoi h koi gareb awam ka bhala nahe chahta sb matlabi han in sb siasatdaano say guzarish h k plz hamy geny do.
Muhammad Sajid, karachi Monday, March 09 2009
Displaying results 41-60 (of 200)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9 - 10First « Back · Next » Last