Islam Kya Hai

(Fareeha, Hyderabad)

Islam Main Woh Sub Baatain Hain Jis Par Amal Kar Kay Insan Ek Pursukoon Zindagi Guzar Sakta Hai  Islam Main ALLAH Ko Ek Kehne Ko Hai Islam Main Har Insan Ko Full Rights Deya Hain Cahiya Woh Rich Ho Ya Poor Cahiya Woh Chota Hoo Ya Bara Islam Main Parents Kay Rights Hain Aurtoan Kay Rights Hain Even Non Muslims Kay Bhee Rights Deya Hain Islam Main Har Us Buraiye Say Ruka Hai Jis Say Dusroan Ko Taqleef Pohanchtee Hoo Islam Main Sirf Ek ALLAH Ko Manane Ko Kaha Hai

Fareeha
About the Author: Fareeha Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.