Quaid -E-Millat Ka Qat'l

(Nauman, islamabad)

Nawabzada Liaquat Ali Khan Pakistan Ke Pehle Wazir-E-Azam Bane.Unhnu Ne Tehreek -E-Pakistan Meh Bhi Kabl Qadr Hadmaat Sr Injaam Den.Wo Ak Azeem Leader The.Sola Ocotber 1951 Ko Liaquat Ali Rawalwindi Aye .Wahan Un Ko Kisi Sarkri Kam Ke Silsilah Me Ana Parha..Is Key Saath Unho Ne Rawalpindi Ke Companybagh Se Khatab Kye.Us Waqt Un Ke Secretary Bhi Un Ke Sath The.Jb App Airport Pr Uttre Tu Ak Bht Barhe Hajoom Ne Aapka Istaqbal Kye. Aap Ko Guard Of Honour Bhi Dye Gye.Meeting Teen Bje Shuroh Howi.Aap Waqt Ke Mutabiq Char Bje Wahn Ponch Ge.Wahan Bhi Loggon Ne Aap Ka Barhe Ache Se Istaqbal Kye.App Ko Wahan Stage Pr Ane Ki Dawat De Ge.Loggon Ne Br Poor Taraiqe Se Talan Baje .Aap Ne Apni Taqreer Shoru Ke Aur Kaha Ah"Brathran-E Millat" Pistol Chalne Ki Awaaz Ayi.Nawabzada Gr Gye.Un Ko Right Side Pr Goli Lagi.Un Ke Secretry Age Barhe Aur Un Ka Sr Apni God Meh Rakha.Pani Mang Wa Gye.Unho Ne Pani Ne Piya Aur Kalma Parha.Un Ke Akhri Alfaz Ye The "Khuda Pakistan Ke Hifzat Karna".Wo Shaheed Ho Geh.Us Ke Baad Un Ko Cmh Muntiqal Kye Gye .Jahan Doctors Ne Unki Moot Ki Nashandahi Kye.Un Koshahid-E-Millat Ka Tittle Dye Gye. Is Taarh Is Azaam Leader Ki Zindagi Ka Hatma Ho Ghe.

Nauman
About the Author: Nauman Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.