Mein Salman Hun(Episode 29)

(HuKhan, Karachi)

Salman Nay Etmeenaan Say Apnay Aap Ko Side Paree Chair Kay Hawalay Kar Diya,,,,Dekhiye Har Shakhs Ki Apni Apni Ainak Hay ,,,,Kici Kay Liye Ye Zindeghi,,,,,Subah Ki Naram See Shabnam Ki Tra Hay ,,,,Ju Apni Umar Khushbu Daar Phool Par Hee Guzzaar Detee Hay,,Wahein Fana Hu Jatee Hay,,Sorajh Ki Kiran Uss Ki Qatil Hutee Hay,,,,Magar Wo Ek Baar Bee Sorajh Ki Kiran Ko Buraa Bahla Nahi Kehtee,,,Han Kici Ki Ainak,,,,,,,,Ankh Ko Phool Kam Aur Uss Kay Gerd Bani Kantun Ki Deewaar Zayda Dekhaatee Hay ,,,,,,,,,,Aur Kuch Ko Serf Phool Hee Nazar Ata Hay,,,,Bas Qudrat Kay Ranghun Sey Malaamaal Phool,,,,,Rozi Nay Uss Ko Ajeeb See Nazrun Say Dekha,,,,Dekhtee Rahee,,,,Uss Ki Unghliaan Apus Mein Hee Gutham Guthaa Hu Rahee Thein Uss Kay Andar Ek Jangh Chal Rahee Thee,,,,,Wo Bhut Hee Naram Lahjhay Salman Say Mukhatib Huee,,,,,,,,,,Ap Ka Naam Kia Hay,,,Salman Harbaraa Saa Gia,,,,,,,Aap Janab Usay Ye Umeed Bilkul Bee Naa Thee,,,,Uss Nay Pher Say Naqaab Pehan Liya,,,,,Bibi Ji,,,,,,,,,,,Rozi Nay Hath Kay Esharay Say Usay Kuch Bee Bolnay Say Rok Diya ,,,,,,,,,,,,,Ye Acting Tum Sab Kay Samnay Karna,,,,,,,,,,Abee Serf Apna Naam Bataow,,,,,,,,,Uss Kay Lahjhay Mein Naraazghi Jhalak Rahee Thee,,,Salman Pher Sey Confuse Phase Mein Janay Wala Tha,,,,,Aur Haan,,,,,,,Rozi Nay Faislakun Lahjhay Mein Kahaa,,,,,,Mind You,,,,,,Aap Zara Bee Achay Actor Nahi Hu,,,Mein Salman Hun,,,,Kuch Jamatein Aur Bahut See Kitaabein Par Rakhee Hein,,,,,,,,,Salman Nay ,,,,Kahnai Janam Dena Shuro Kar Dee Thee,,,,,,,,,,,,Salman Pher Say Bataow ,,,,,Mujhay Jhoot Ki Pechaan Hay Isi Liye Uss Se Nafrat Bee Hay,,,,,Rozi Nay Ek Baar Pher Usay Tok Diya ,,,Bahut Arsay Baad Salman Ko Kici Gehree Khuree Soch Kay Kici Fard Say Wasta Paraa Tha,,,,Madam I Did Masters And Am Looking For Some Kind A Job,,Till Then,,,,Am Just Trying For My Survival,,,Almost Am Like A Kite Runner,,,,,Salman Ki Shasta English Nay Rozi Ko Jhatka Sa Laga Diya,,,,Wo Muskara Kay Boli,,,,Jabh Kay Salman Nay Sun Rakha Tha Wo Saal Mein Ek Dafa Hee Muskratee Hay...........Jabh Se Tum Yahan Aye Hu Mein Du Dafa Hairaan Huee Hun Ek Jabh Tum Nay Moqa Mahal Se Mozun Poetry Ki,,,,,,,,,,Ubh Tumharee English Accent Nay ,,,,,,,,,,,Ubh Ek Dafa Aur Bee Hairaan Kar Du,,,,Ye Bol Kay ,,,,,,,,,Wo Sab Poetry Tumahree Apni Hay,,,,,Rozi Kay Lahjhay Mein Iss Qadar Confidence Tha,,,,,Salman Nay Serf,,,Jee,,Kehnay Mein Hee Afaiat Jaani,,,,Salman Sahib Mehnat Mein Koi Sharam Nahi,,,,,Ye Tu Insaan Ko Mukamal Kartee Hay,,Agar ,,,,Kici Kaam Say Insaan Ki Tazleel Maqsood Hutee ,,,,,,,,,,,,Tu,,,,,,,,,,,Khuda,,,, Kabi Mazdoor,Naiee,,Maali,,Dhubhi,,Qasaiee Paida Hee Na Karta,,,,,,,,,Salman Nay Hiarat Say Asee Larkee Ko Dekha Ju Munh Mein Sonay Ka Chamcha Lay Kar Paidaa Huee Thee,,,Uss Ka Dil,Soch ,Alfaaz Aur Amal Sab Kay Sab Sonay Kay Thay,,,Bahut Dino Baad Kici Nay Usay Dil Say Mutasir Kiya Tha,,,, (Jaree Hay)

HuKhan
About the Author: HuKhan Read More Articles by HuKhan: 1124 Articles with 1197971 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.