Ae Musalmanoun

(Irfan, Karachi)

Jo Kuch ALLAH Ne Bnaya He Pani Suraj Chand Phool Phal Jannat Dozakh In Men Koi Cheez ALLAH Ki Zarurat Ki Nahi He Yeh Sub ALLAH Ne Makhlooq K Liay Bnaya He Kyon Keh Sub Ka Palne Wale ALLAH Hen. Kia Aapki Birth Aap Ki Parents Ki Marzi Se Hoi? Kia Aapki Jan Aapki Property He? Nahi. Jab Kuch Nahi Tha ALLAH Tab Bhi Mojood The. Hum ALLAH Ki Nahi Sunen Ge Hum Atom Bomb Bnayen Ge Hum Dollar Pound K Pahar Pe Charh Jayen Ge. Jin Gunahon Ki Wajha Se Previous Qomen Tabah Ho Chuki Hen Woh Sub Gunah Aaj Bhi Mojood Hen Lekin Siraf Rasool ALLAH Ne Apne Wisal K Waqt Jo ALLAH Ko Apni Ummat Se Narmi (Care) Ka Farmaya Tha, Aaj Hum Isi Wajha Se Safe Hen. Ghalat Hum Hen Jo Apne Mashre Mein Nach Ganay Ko Aam  Kar Rahe Hen. Medane Qarbala K Waqe Ka Result He Keh Siraf ALLAH K Farmanbardar Banna Dollar Ya Pound K Ghulam Na Banna. Hussain R. Ne To ALLAH Ko Razi Kerne K Liay Apni Or Apni Family Ki Qurbani De Di Thi Or Aaj Humse Jhoot, Sood, Jua, Zana, Parents Ki Nafarmani, Or Dusron Ki Burai Kerne Se Toba Nahi Hoti.

irfan
About the Author: irfanCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.