Hum Kuch Bhi Nahi Hain

(Pervaiz Ahmed, Hyderabad)

As Salaam U Alaikum, Likhnaiy Ko Tu Bohat Kuch Hai Par Kuch Lines Hain Jo Aap Ki Nazar Kar Raha Hoon. Ham Sirf Aik Kalma Parhnaiy Wali Koam Hain, Amal Kiya Nahi Kabhi Aur Na Karna Hai, Ham Aik Dosraiy Ka Gale Kaat Rahaiy Hain, Woh Sab Buraiyaan Jo Ham Main Koot Koot Kar Bhari Hoi Hain, Shaitaan Ka Saya Hai Ham Par, Daikhain Fijar Ki Namaz Main Only Some People Woh Bhi Old Ages Kaiy Hotaiy Jo Aataiy Hain Masjid Main Aur Sari Khalkat Soi Hoi Hoti Hai Yeh Tu Muslim Hone Ki Pehli Nishani Hai Kaiy Ham Muslaman Hain. Woh Sari Buraiyaan Hon Jis Koam Main Hoon Woh Kaisay Muslaman Honaiy Kay Haq Rakhta Hai Batain Zara. Sirf Yeh Hi Likh Dainay Say Kuch Nahi Hota Hai Kaiy Ham Kon Hain?. Yeh Daikhain Ham Kiya Kar Rahaiy Hain Aur Kiyon Kar Rahaiy Hain. Hemain Duniya Main ALLAH Naiy Kis Maqsad Kaiy Liye Paida Kiya Hai. Yehi Kaiy Aik Dosraiy Ko Tang Karein. Woh Awamil Kiya Hain Jis Kis Waja Say Yeh Sab Kuch Ho Raha Hai, Is Main Govt Bhi Mulavis Hai, Jis Din Hamari Govt Sahi Ho Jaiye Gi Sab Kuch Sahi Ho Jaiye Ga, Ok Bhaiyo Aur Bheno

Pervaiz Ahmed
About the Author: Pervaiz Ahmed Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.