Kab Tak......

(Imtiaz Rajar, Hyderabad)

9 Nov Ka Din Hamesha Ki Tarha Bhi Eik Udaas Qoum Ka Pegham Sun Kar Apne Ikhtataam Per Pouncha.....Iss Saal Bhi Logoon Key Zubannon Per Wohi Shikayat Thy Jo Last 60 Saal Se Thy......Is Saal Bhi "Iqbal Day" Bhare Doom Dhaam Se Manaya Gya ..Tv Pe Iqbal Ki Poetry Pe Shows Kae Gae,Cities Mei Mahfalei Hue Lekin Koi Aesa Nojawan Na Tha Jis Ne Iqbaal Ko Peghaam Ko Aaga Lane Ka Iraada Kiya Ho.........Koi Aesa Na Tha Jise Iqbal Key Kirdaar Ne Mutasir Kiya Ho Aur Wo Use Research Karne Key Liye Aage Barha Ho............................Aaakhir Kab Tak Hamare Horeos Ko Aesy Izzat Dete Rahe Key Naam To Bare Izzat Se Le Par Parhne Ya Tahqeeq Key Liye Koi Tyar Na Ho.............Yeh Kesi Izzat Hai......................Iss Se Acha Iqbal India Mei Hota Jaha Ghalib Ki Tahqeeq Ki Jati Hai Jiss Ne Tamaan Poetry Urdu Mei Ki Thi.........

Imtiaz Rajar
About the Author: Imtiaz Rajar Read More Articles by Imtiaz Rajar: 40 Articles with 50956 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.