Her Chehra Mehboob Ha

(Ali Bin Ayjaz, Karachi)

“Her Chahra Mehboob Hota Ha” Iska Matlab Ha Her Insan Kisi Na Kisi K Liya Khas Ha. Bilkul Isi Tarhan Agar Dekha Jay To Maa K Liya Us Ka Beta, Biwi K Liya Us Ka Shohar, Behan Ka Liya Us Ka Bhai Is Tarhan K Or Bhaut Sa Rishtay Hain Jin Ka Ta’allouq Is Aunwan K Gird Ghoomta Ha Dekha Jata Ha K Aksar Logon Ka Image Main Ya Baat Aati Ha Ya Kyun Ha Ya Is Ka Kya Faida Is Ki Shakal To Dekho Ya Is Ka Rang To Dekho. Hamaray Mashray Main Zaat Pat Or Rang O Nasal Ko Ziada Terjeeh Datain Hain K Falan Ka Rang To Dekho Lakin Ya Baat Hum To Bhaut Aasani Se Kah Detan Hain Lakin Ya Nahi Jantay K Us K Seenay Main Bhi Dil Ha Ya Wo Bhi Kisi Ko Piyara Ho Sakta Ha Us K Dil Ko Kitni Taqleef Ho Sakti Ha.

ALLAH Ne Koi Cheez Aisi Nahi Banai Jis Ka Koi Maqsad Na Ho (Be Shaq) Kisi Ko Bura Kahnay Sa ALLAH Kitna Naraz Ho Sakta Ha Kyun K Hum ALLAH Ki Banai Hoi Cheez Main Nuqs Nikal Rahay Hotain Hain.

Kisi Per Tenqeed To Bhaut Aasani Se Ki Jati He Lakin Sirf Ye Sooch Lena Chahiya K Wo Chahra Bhi Kisi Ka Mehboob Ho Sakta Ha. Jo Hamaray Liya Nuqtaay Tanqeed He Kisi K Liya Us Ka Sab Kuch……..!
 

Ali Bin Ayjaz
About the Author: Ali Bin Ayjaz Read More Articles by Ali Bin Ayjaz: 3 Articles with 18238 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.