Naseehat

(Saba Tariq, karachi)

1)Elm Say Ziyada Mufid Ye Hai K Tum Is Par Amal Karo,Or Sub Say Acha Elm Wo Hai,Jo Tum Par Farz Hai.
2)Arif Ki Pehchan Ye Hai K Wo Mot Ko Aziz Rakhta Hai,Or ALLAH Tala K Zikar K Siwa,Or Kisi Seh Say Esay Chain Nahi Milta.
3)Ye Mumkin Nahi K Jesi Suhbat Mai Bethay,Wesa Na Bany.
4)Sub Say Behtareen Ebadat Ataat Hai.
5)Rato Ko Bedar Raho,Is Liye K Nazol Anwar Aksar Rato Mai Hi Howa Karta Hai.
6)Aqal Mand Wo Hai,Jesay Ghusa Deer Say Ata Hai.
7)Elm Hasil Karna Chahatay Ho Tu Sakhtiyan Bardasht Karo.
7)Ashiq-E-Khuda Par Ashiq Ho,Q K Ho Sakta Hai,Wo Bhi Apny Eshiq Mai Tujhay Mubtala Kar Le.
8)Jo Tumhay Malom Nahi Wo Dosro Say Puch Le,Ye Hi Teray Haq Mai Behter Hai.
9)Ager Tandorosti Chahatay Ho Tu Naik Bano,Naik Banna Chahatay Ho Tu Dana Bano,Dana Banna Chahatay Ho Tu Mazhab Ka Mutala Karo Or Khuf-E-Khuda Karo.Q K Khuf-E-Khuda Hi Danai Ki Bunyad Hai.
10)Mohobat Ek Esi Chiz Hai,Jo Kisi Ko Batanay Or Shiknay Ki Nahi Hai.
 

Saba Tariq
About the Author: Saba Tariq Read More Articles by Saba Tariq: 17 Articles with 54904 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.