The Evolution of Universe

(saqib zubair, khanewal)

Agar Hum Is Tarahan Qayamat K Intizar Me Beth Gae To Hum Ne Zindagi Guzar Li Bas. American And Europeans Apne Ap Me Boht Zada Intelligent Bante Hen Per Kabhi Kabhar Itni Bari Bewaqofi Karrte Hen.

Black Holes Ka To Name Ap Ne Suna Ho Ga Darasal Jb Koi Bhi Plannet Ya Star Suraj K Samne A Kar Apni Tamam Energy Emit Kar Leta He To Us Me Kisi Kism Ki Koi Energy Nahi Rehti Tb Ye Black Body Ban Jata He Aur Har Chez Ko Apni Taraf Khenchta He. Is Tarahan Har Chez Kawa Chota Sa Phathar Hi Kyun Na Ho Ya Pora K Pora Plannet Tamam Chezen Is Me Chali Jati Hen Aur Tabaha Ho Jati Hen. Is Galaxy Ka Bhi Ak Black Hole Dekha Gaya He Per Wo Kafi Dur He Aur Hamari Pohanch Se Dur He.Aur 2000 Ki July Ki Sham Ko Ak Boht Bara Agg Ka Gola Maxico Ki Sarak Per A Kar Gira Tha Jis Se Kafi Log Mar Bhi Gae The.Ye Pather Darasal Kuch Aur Nahi Balke Ak Materroid Tha Jo Pehle To Zameen K Gird Ghumta Raha Pher Is Ki Grivitational Field Ki Taraf Khinchta Chala Gaya Aur Ja Takraya.
 

saqib zubair
About the Author: saqib zubair Read More Articles by saqib zubair: 2 Articles with 1189 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.