Ya Kesa Insaaf Hain

(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)

Sabiqa Journel (R) Pervaiz Musharaf Ki Giriftari K Order Ya Order Suprem Court Ne Jari Kiya Jaajs Nazar Bandi Case Par Aur Musharaf Shaib Ki Appel Ko Reject Kardiya Pervaiz Musharaf Ki Giriftari Ki News Ke Bad Tofan Sa Barpa Hugya Mulki Ewano Main Hal Chal Mach Gaii Aur Baz Gasht Hone Lagi K Musharaf Ki Giriftari Ka Mamla Kiya Rang Laye Ga Aur Nigra Hakomat Ke Lia Ya Mamla Kisi Risk Se Kam Nhe Hoga Pervaiz Mushraf Giriftar Hogy Ya Nhe To Musharaf Ko Giriftar Karna Itna Asan Kam Nahi Hai Jitna Suprem Court K Justices Shaiban Sumaj Rahay Hai Suprem Court K Ya Faisla Insaaf Par Bani Nahi Hai Suprem Court K Justices Shaiban Phaly Pervaiz Musharaf Se Baray Mujrimo Ka To Ahatisab Karen Raja Ashraf Jo Rentil Power Case K Mujrim Hai Yousuf Raza Gilani Aur Digar Mujrimo Ko Insaf K Kattaray Main Laye Jinho Ne Apni 5 Sala Hakomat Main Mulk K Tareeki Deshad Gardi Main Jhonka Jabkay Musharaf Itne Baray Mujrim Nhi Hai Jitna Suprem Court Media Aur Musharaf K Mukalfin Wa Wa Kar Rhay Hai To Ya Inki Kush Femi Hai Aur Jo Kush Femi Main Rehtay Hai Dara Sal Wo Hamaqatun Ki Janat Main Rehte Hai Humare Mulk Ka Sub Se Bara Almiya Yahi Hai K Ya Awam Achay Ko Bura Aur Buray Ko Acha Sumjti Hai Waja Saf Hai Awam Sens Nahi Rakti Ya Awam Zardari Aur Mian Nawaz Shareef Ke Laiqe Hai Suprem Court Justices Shaiban 3 Nov K Emergancy Ka Badla Lenay Par Talay Huway Hai Ab Dekhna Hai K Surem Court Musharaf Par 12 Oct Marshal La Ka Muqadma Chalati Hai Ya 3 Nov Emergance Ka Musharaf K Adalat Se Farare Par Bi Highi Court K Barhami K Izhar To Mukalfin K Lia Arz Hai Musharf Adalat Se Farare Huway Hai Mulk Se Nahi Musharaf Ki Giriftari Par Tofan Barpa Hai Jabky Pervaiz Musharaf Apne Faram Main Coffi Aur Sighar Ke Mazay Le Rahay Hain Pervaiz Musharaf Great Brave Man Hain..

mohsin noor
About the Author: mohsin noor Read More Articles by mohsin noor: 273 Articles with 244039 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.