Taleem Ya Barbadi Ka Rasta

(Soahil Khan Ghauri, Karachi)

Sub Say Pehlay Tu Taleem Ki Tareef Karna Zaroori Samajhta Hun Meray Mutabiq Hame Mujuda Nizame-Taleem Hai Kia.

A) Ustads,
Jo Nokri Hasil Karnay Key Liye Woh Sab Kuch Kartay Hain Jo Bhoka Khanay Ko Dekh Kar Karta Hai Chahay Us Kay Liye Usay Jo Bhi Kimat Ada Kirni Paray Aur Jo Log Austadon Ko Bharti Kartay Hain Un Ki Siyasi Wabastigiain Hoti Hain Un Ko Taleem Ka Matlab Tu Nahi Pata Magar Ye Pata Hota Hai Mal Kaisay Banaya Jai

Tu Woh Un Say Bhi Banatay Hain Aur Jo Mal Day Ka Ayega Woh Aage Say Mal Banai Ga Ustad Ko Is Say Koi Matlab Nahi Kay Woh Kis Peshay Say Wabasta Hain Usay Tu Sirf Itna Pata Hai Mujhey Is Jaga Per Aa Kar Kuch Waqt Guzarna Hai Aur Kuch Bhi Books Kay Nam Per Kazon Main Jo Likha Hai ( Jis Ka Taleem Say Koi Taluq Nahi) Perh Ker Sunay, Ratai, Stationary Kali Karwai Salary Lay Aur Ghar Chala Jay Aur Sham Ko Tution Kay Naam Per Bhi Wohi Dohrai.

B) Books,
Woh Books Jinhan Hum Course Kehtay Hain Un Main Na Tu Tahzeeb Hai, Na Malumat, Na Technolgy , Aur Bags Itnay Bhari Kay Tamam Jahan Ka Elm Is Main Rakha Hai Hum Ustrha Elm Denay Ki Koshish Kartay Hain Jasay Gadhay Ko Books Utha Kar Aalim Nahi Bun Sakta Usi Tarha Yeh Bachay Bechray.

Baqi Bad Main Likhon Ga

Sohail Khan ghauri
About the Author: Sohail Khan ghauriI am a simple common man no desires, lives in a present , believe in struggle but with out race... View More