Pyar aur pasand kiya ha?

(Zimran Mughal, Rawlakot)

Aj Me Aap Ko"Pyar" Aur "Pasand" Me Kuch Shortly Magar Zrori Farq Btana Chahta Hon.Yad Rahe K Yeh "Pyar" Aur " "Pasand" Ashqi K Lehaz Se Hein.Sb Se Pehle Pyar K Bare Me Kuch Batein Aur Phir Pasand. "PYAR" Aur "Pasand" Pehli Baat To Yeh Hai K Pyar Kiya Nahi Jata Belke Ho Jata Hai To Phir Us K Baad To Zaern Kerna Perta Hai.Pyar Me Doo Cheezein Yad Rakhein.Pyar Hota Hai Ya Phir Nahi Hota.Per Aam Halat Me Pyar Zindagi Me Aik Na Aik Bar Hota Ahi.Pyar Ka Ehsas Baz-O-Kat Us Waqt Hota Hai Jb Aap Os Se Dor Hn Jis Se Aap Ko Pyar Hone Wala Hota Hai Per Yeh Baat Her Aik K Sath Nahi Hoti.Ab Kuch Baat Agr Pasand K Bare Me Keron To Us Me Yeh Hai K Aap Ko Koi Pasand Hai Aur Aap Kehte Hein K Muje Os Admi Mein Wo Khobian Nazar Ati Hein Masln(Achi Batein,Sachai,Dosron Ka Khayal,Us Ki Khobsorti,Uski Chal) To Aap Ko Pasand Hai Is Waja Se K Us Me Boht Si Khobiyan Hein.Shortly Mere Kehne Ka Mutlab Yeh Hai K "Pyar" Me Aap Kisi Ki Khobsorti, Zaer-O-Batin Se Shyed Mutasir Nahi Hote Blke Aap Ko Us Shaks Se Koi Khas Lagao Ho Jata Hai.Is K Beraks Pasand Me Aap Ko Kisi Ki Khobi Mutasir Kerti Hai Aur Aap Ko Lagta Hai K Aap Ko Us Se Pyar Hogya.Mumkin Hai Is Sorat Mein B Pyar Hona Per Aik Lehaz Se Ye Pasand Hoti Hai.

Zimran Mughal
About the Author: Zimran Mughal Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.