Bachn Ka Umar Se Pahly Hi T.V Dekhna

(aiman rehman, havelian)

Ak Dfa Ka Zikar Ha K Ak Larki Jis Ka Nam Asera Tha Jo K Agheha Ki Beti Thi Us Ki Umar 7 Saal Thi.Un K Gar M Takreban Sab Hi T.V Dekhty Thy Aur Sab Se Pahly Asera Hi T.V Pe Bachn Ka Program Dekhny K Bajay Dramas Dekhny Par Asrar Karti Thi Aur Wasy B Koi Itni Sakhti Se Mana Karny Wala B Nai Tha.Usy Yeh Shok Rakhti Thi K Mera Ak Zadti Baghecha Ho .Jb Koi Us Se Yeh Pochta K M Tumhary Ley Kia Lao Tumhy Kia Pasand Ha To Wo Sb Se Yehi Kahti K Bus Meri Ak Hi Khawahish K Mera Apna Ak Baghecha Ho Jisy Dekh Kr Sb Raksh Krin. Yeh Sunty Hi Sb Us Ko Ak Hi Jawab Dety K Beta Abi Ap Ki Umar Itni Nai Ha K Ap Baghecay Ko Sambahal Sko. Is Wqat Ap Sirf Apni Parhai Par Tawaja Do.Aur Khalony Se Khelo,Abi Kafi Umar Ha Mehnat Karny Ki.Sab Se Ak Hi Jawab Suntuy Hi Asera Bechari Mayoos Ho Kar Chup Ho Jati.Likan Ak Tarha Se Wo Sab Bi Theek Kahty Thy. Aur Aksar Bachay Ye Khawahish Rakhyty Han K Wo Aesi Umar Se Hi Baroo Waly Kam Karny Shuru Kr Dn.Yehi Mamala Asera K Sath Bi Tha Wo Sab Samjany Aur Mana Krny K Bawajood Es Bat Ki Zid Karti Aur Sab Ko Tang Keti.Wo Kahtik Agar Aesa Na Howa To M T.V M Jis Tarha Agar Koi Bat Na Sunay To Khud Ko Mar Dyty Hn M B Aesa Hi Karn Gi,.Gar Waly Us Ki Es Baat Ko Mazaakh M Lety Aur Us Ki Masoomiat Par Hasty.Lakin Asal M Wo Sach M Yeh Baat Apny Dil M Thany Hoy Thi.Us Ny Ykhud Se Yeh Wada Kia Tha K Agar Agli Class M Jany Se Pehly Koi Bi Us Ka Yeh Kam Nia Kart To Wo Usi Daramy Ki Copy Kar K Apni Yeh Khawauish Poori Kary Gi.Par Usy Ea Baat Ka Akhayal Na Tha K Marny K Bad Wo Kesy Apni Khawahish Poori Kr Sky Gi. Aur Ak Din Aesaa Hi Hwa Jb Kesi Ny Bi Us Ki Baat Na Mani To Ud Chuti Se Bachi Ny Apni Nabz Kat Di.Apni Khawahish Ky Sath Sath Us Ny Apny Maa Baap Ko Bi Jety Jee Maar Dala.Es Sary Kisy M Drama Aur Maa Baap Ka Har Baat Ko Koi Tarjee Na Dene Yeh Soch Kar K Abi To Yeh Bachi Ha.Aur Sath M Poori Tawjw Na Dena...................Plz Es Par Tawaja Zrror Dena..........Speciall For Parents.

aiman rehman
About the Author: aiman rehman Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.