Khauf

(Aiman Rehman, Peshawar)

Mein Ek Student Hun 10th Class Ki Lekin Mujhe Tak Pata Nahi Chala K Hum Study Krte He Kuch Banne Kliye,Kuch Seekhne Kliye,Apne Parents K Khwab Poore Krne Kliye Ya Society Me Apni Ezzat Barhne Kliye. Meri Ek Freind Thi Jiska Naam Me Nahi Bta Skti Lekin Ski Story Zarur Batana Pasand Karungi. Wo MARDAN Ki Rehne Waali He Age Me Mujh Se Kaafi Barhi He Lekin Bus Pata Nai Wo Meri Dost Ban Gayi. 6 Saal Ki Age Me Uski Engagment Krwa D Gayi Jab Wo Engagmebt K Matlb Ko B Mai Sumjti Thi. Wo Kehti Thi K Mera Ek Khwab He K Me Education Haasil Karun Lekin Kuch Banne Kliye Nai Sirf Kuch Seekhne Kliye Acha Insan Banne Kliye Logo Ko Ye Dikhane Kliye K Girls B Boys Ki Tarah Tallem Me Aage Jaskti He.10th K Board Exam Me Us Ne 945 Marks Liye Out Of 1100. Usk Baad Uski Shaadi Hogayi Shohar Ne Kaha K Doctor Ban Jao Q,K Me Ab Kaam Nai Karunga Tum Ab Aage Parho Aur Saat Chota Job B Dhoondh Lo. Jab Ye Shikayat Parents Se Ki To Unhon Ne Kaha K Hum Ne Tume Itna Parhaya Likhaya Sirf Is Liye K Tum Shaadi K Baad Apne Ghar Ko Ache Se Smbhalon. To Parents Kliye Aur Shohar Kliye Usne Aage Parhna Shuro Krdiya Lekin Concern Study Par Nai Tha . Abhi Medical Ki Study Poori Nai Hui Thi K Shohar Ne Kaha K Ab Me Ne Hopspital Me Paise Diye He Tum Ab Se Doctor Ka Job Karoge Lekin Us Ne Nai Man Shohar Ne Sakhti Ikhtiyar Krli Aur Us KHUAFF Ki Waja Se Usne Hospital Join Krliya Lekin Unfortuanately Uska Pehla Patient Hi Uski Ki Waja Se Mar Gaya Jis K Baad Usne Khud Hi Sucide Krliya Lekin I Don't Think So K S Me Uski Koi Ghalti Thi.

And Now I Want Your Opinion About That Is The Mistake Was Of That Girl Or Her Parents Or Her Husband????????
THANK,S

 

Aiman Rehman
About the Author: Aiman Rehman Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.