|
|
|
joo qoom traffic singal ki khud pabandi na kur sakay oos say kia ommed ho sugti hay. hamari azadi bay hiss azadi bun chuki hay. Na tahzeeb rahee, na mashara, na adab raha na adab, na rusam rahee na rivayat, na mohabat rahee na mohabat kurnay waly, na amman raha na amman, na suk raha na chain, na mazhab rah na mohazzib. 65 sall phallay joo hamaray pass tha voo sub hum nay gavan deya hay sirf or sirf azadi kay wastay oor ajj azad hain loot mar kay wastay, azad hain qatal oo garat gri kay wastay, azad hain bhata wasool karnay kay wastay, azad hain agva baraye tavan kay wastay, azad hain haan hum azad hain
|
|
By:
adil,
karachi
on
Aug, 13 2012
|
|
|
|
|