|
|
|
Bilkul sahi taa'ruff karwaya hai Dr. sahab aap nay Urdu Speakings ka. Hamaray aa'baa o ajdaad sahi maanon main parhay likhay hunarmund or nafees tabiat kay malik thay. Magar sawal yeh hai k Jab hum logon nay is Pak watan main aankh kholi to apnay wirsay ko kitna sambhala? Hum Urdu Speakings main aaj kisi ka ikhtilaaf bardasht nahi hota, hum taleem jaisi apni dolat se door howay aakhir Q? Kia yahan basnay wali qomiat kay asraat-e-bud, yaani taleem se doori, baray chotay ki bay adabi, manshiyaat ka istaimal, qatal o gharat gari, hum sarayat nahi kerga'ay? Jab tak hum aala taleem ko apnay oper bahaisiat qoam laazim nahi kerlaingay os waqt tak kisi maslay ko hal nahi ker paaingay, q k taleem sha'oor deti hai bagair aqal o sha'oor k sirf socha jasakta hai kuch kia nahi jasakta.
|
|
By:
Asad Rizvi,
Karachi
on
May, 28 2012
|
|
|
|
|
|
|
|
Bohat acha article hay mugar ammal kurnay wala koi nahee. karachi may land mafia khatum kur doo aaman qaiyam ho gayega. tamam jaraim ki land mafia say shakain nikalti hain. Super highway, gulistan-e-johar, gulsan-e-iqbal, national highway poura karachi land mafia kay control may hay land mafia ka khatma police ka kam nahee. aik seray say army/rnagers force kay zaryay land mafia say tamam qabza ki hoi zaminay khali kara lee jaye too jaraim paisa loog khud karachi choor kur bhag jayange, abadi walay regular elaqoo may yay loon abad hee nahee ho sugtay
|
|
By:
adil,
karachi
on
May, 19 2012
|
|
|
|
|