|
|
Slam, MQM sy bari qoam dushman jamaat koi nahi,in k leader to khud her waqt nashy mai hota hy ye kya inqlab layn gay.
|
|
By:
Tayyab TAhir,
Jhelum
on
Mar, 09 2012
|
|
|
|
|
|
|
Ye sahi baat hai k pori Qaum afra tafri k alam mein hai ... aur bohat Corrupt ho choki hai ... rishwat , haram, ghalat kam ka bazaar garam kar dia hai aur iss ko apna haq samajh kar karti hai ... aur Khofe Khuda (ALLAH) nahi raha ... k sab ko 1 din mar kar jana hai mager .. Dunya ki Mohabbat aur Paisy ki Lalach ny sab ko Andha kar dia hai ... Aur iss Laluch ny hum ko Behis aur hamry zameeron ko murda kar dia hai ye wajaha hai k hum haq ki awaz ka saat ni dety aur us ko mazboot nahi karty ... k kahi aisa na ho k ye hamary girebano tak pohanch na jain .
ALLAH ny khud Irshad farmaya hai k mein har qaum ko us k jaisa Hukumran don ga.. ye wajha hai . k aaj Pakistan mein aisy Loug 60 years sy hukumrani kar rahy hain …
Aur jab In k Khilaf Narae Haq Boland ki sada boland ki. Tu ye zalim , jager, wadery , loteron ny us ko sala sal e Qaid kar dia … aur us per aur un ki party per tarhan tarhan k Ilzamat lagany shoro kar diye … us k sathion per zulm –o-sitam karna shoro kar dia , yahan tak k us k sathion ko shaeed karna shoro kar dia …
Aur Aj bhi us ny sab sy pehly Inqilab ki sada boland ki .. tu ye .. Jagirdar , Wadery, Sarmaya dar, Nam nihad seyasi aur mazhabi Leaders ny us ka mazaq urraya aur ye kaha k Altaf Hussain ko INQALAB FOOBIA ho gaya hai .. kehny lagy k hum bhi deakhty hain k Inqalab kaisa hota hai .. kis chirya ka name hai … jo kal ko Mazak urraty ty Aj wo bhi Inqalab ki batain karny lagy .
Ye ALLAH ka nizam hai k Jo Haq aur Sach ki baat karta hai ALLAH us ko Kabhi jhota nahi hony dety aur us ki madad karta hai … ye hi wajha hai k .. ALtaf Hussain per Kitny bhi Jhooty Ilzam laga gaye … wo sab In lougon ny tasleem kiye k Hum ny Altaf hussain aur Un ki sathion per Ghalat aur Jhooty Ilzam lage hain …
Ab bhi waqt hai ye hi 1 leader hai jo hum ko aur hamari any wali Naslon ko In Jabir , zalim , Lougon sy nijat dila sakhta hai … kion k iss shaks ny kaha k k mein meiry naam k agy Hussain hai .. mein iss ki laajh rakhon ga . mein Sir tu Kata sakhta hon mager Sir Jhooka nahi sakhta …
IMMAM HUSSAIN (AS) ny Farmaya.
Sooye howy insane ko tu pani k chand Qatron sy jagaya ja sakhta hai . Mager Soye hoi Qaum ko Shahidon k Laho sy Jagaya jata hai
Aur Iss leader aur iss k sathin ny Appni shahdatian dain kar ye sabit kar dia k hum Haq per hain … yahan tak k Altaf Hussain ny In sooye hoe Qaum k liye apny Bhai aur Bhatigy ki Bhi Qurbani di… Ab bhi waqt hai mazboot karo Altaf hussain ko ,iss k bazoo bano … aur Taqat ban kar In sy Apna Haq le lo
Islam bhi kehta hai k ager koi tum hara haq na de .. tu tum Cheen lo apna haq Ab ye sochna Is Qaum k har fard per hai k wo ALLF HUSSAIN ko Apnana ta hai ya .. Zulm mein pisty rehna hai…. ALLAH bhi un Lougon k maddad nahi karta ,Jo khud apni halat ko badalna na chahain … Zulm k Khilaf Awaz na uthany waly . ya Zulm sehny waly bhi zalim mein shomar hty hain…
|
|
By:
Agha Mirza Altamash,
shahrukh236
on
Mar, 30 2011
|
|
|
|
|