TAKHLEEK-E-AADAM

(Zer, Birmingham)

Insaan Ki Tehleak Ki Ibtada AADAM Se Hoi Aur AADAM Mitti Se Peada Howay-Tekhleak-AADAM Dar Assal Ba Qaida Se Ek Dunya Ki Peadaiesh The-Dunya To Muhktalfi Rungu Aur Naslu Mai Pheali Hoi Ann Ginutt Muhluik Ka Naam Hai-,Magar Khaliq-E Kaienaat Ne Innsaan Ki Zindgi Ka Jo Maqsad Dia Wo To Jannay Walay Jaan Gay Aur Anjaan Jaaloti Maluti Aur Shaitani Taqtu Ke Shikanjay Mai Jakray Howay Shub O Roaz Ek Nai Shaitani Chall Soachanay Aur Subo Uth Kar Iss Par Ammal Karnay Mai Mamoor Ho Gay,Balkay Apni Neendain Dosru Ki Zindigyu Ko Taba Karnay Mai Kharab Kar De.

AADAM Ki Paidaiesh Ka Pakiza Maqsad Tha Or Rehti Dunya Takk Qayum Dayum Rehay Ga-Magr Samjhnay Walu Ne To Ek Aan Mai He Samaj Lya K! (KITHAY MEHAR ALI KITHAY TERE SANA GHUSTAKH AANKHI KITHAY JA LARYAN) Kehtay How Isshaq-E-MUHUMMAD(PBUH)Aur Deen-E MUHMMAD Par Qurban Kar Dein-IMMAM-E HUSSAN Aur IMMAM-E HUSSAIN(RA)Ne MUHMMAD Ka Jhanda Bulanad Kia Aur Rehti Dunya Takk Shahadat Takk Shahadat-E Hussain Aur Karbala Ka Maidan Nawasae RASOOL Ki Jaanissari Aur Muhubbat Ka Gumnaak Waqia MUHUMMAD Se Behtareen Wafadari Ka Sabout Deta Hai,SHAHADAT,JIHAAD,Aur Khuda Ki Reh Maijaan Ki Qurbani Khuda Aur Khuda Key Rasool Se Muhubat Ka Behtarein Daruss Deta Hai.

Yeah Wohe Insaan To Hai Jis Ne Apni Tehleak Ka Maksad Samjha,Jana, Aur Mana Aur Sabit Kar Dia Ke Jeena To Khuda Ki Zaat Ke Leye Aur To Ossi Ki Reh Mai....Mgr Aaj Ka Insaan,Yehe Aulade AADAM KUO APNAY FARAZ SE NA AASHNA Hai?Kuo Ossay Apni Tahleik Ka Maqsad Samaj Nai Aata...Kal Hazrat Ali(RA)Jab Islaam Ki Khatar Dushmanu Se Lartay Tu Wo Jawab Detay Lakin Jab Wohe Dushmann Mu Pe Thuak Detaa,Na Zeba Harkat Karta To Waha Oss Dushmann Ki Harkat Pe Apna Haath Roak Detay,Kuo K Pehlay Aap ISLAAM Ki Khatar Lar Rehay Thay Lekinn Jab Baat Apni Zaat Pe Aai To Qudrat Honay K Ba Wajood Haath Roak Diya..Magar Aaj Ka Insan To Apnay Jainay Ka Maqsad,Moat Ko Bhool Kar Kuch Aur Samaj Gia,..Woh Yeah Sumajh Beitha Ke Jiss Ne Hummain Taqat De,Qowatt De,Doulatt De,Yeah Hummari He Malkiyatt Hai,Issay Sirruf Hummain Apnay Leye Istamaal Karna Hai Aur Hum Kabi Kissi K Jawab Dey Nai Hon Gay,..Hum Chahay Rishwatt Se Baray Baray Mehall Bannaien,Zullam O Ziyadati Se Kissi Se Doalutt Hathya Lain,....Na Moat Hummaray Leye Hai Aur Na Hum Ne Kabhi Marna Hai,Aur Faraz Karo Marr Bhi Gay To Koun Hummain Pochay Ga Hummary Namma Ammal ,Kuo Ke Humm Ne Jo Bhi Kia Hai Ossay Koun Dekh Reha Tha?...Yeah Hummari Gulat Soachain,Yeah Hummari Gulat Fehmiyu Ka He Natija Hai.Hum Ne Chunnd RUPPU Ki Khatar Ek "ZEHRELAY"Maday Ko Khareeda Jo Jo Duniya Mai To Kai Jannu Ko Iss Dunnya Be Gunnah Jannu Ko,Kai SOHAAG Ujjaray,Kai MAAO Key Jiggar Goshu Ko Apni Maao Ki Goadain Veeran Kar Dein,Yeah Zehreela Mada Jissay,"AATISH GEER" Mada Aur "ATOM BOMB"Key Naam Se Jana Jata Hai...Magar Yeahe Aag Phelanay Wala Jismu Ko Khaak Kar Denay Wala QIYAMAY Ke Roaz Innhe Insaan Numa Wahsiyu Ko Apni Aag Mai Lapeat Mai Yu Le Lay Ga K Wahan Na Koi Zamanti Aaye Ga,Na Rishwat Chullay Ge...Na Rutti Baraber Haer Phair Ho Ge,Poara Poara Insaaf Ho Ga,Jis Ne Jo Beech Boya Ho Ga Wohe Kaatay Ga Aur MEEZAN Mai Wohe Tullay Ga Jo Iss Ne Apnay Leye Aagay Bheaj Diya Ho Ga,

Zer
About the Author: Zer Read More Articles by Zer: 3 Articles with 3098 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.