Ratjaga

(Khawaja Tahir, Jhang)

Pakistan Mian Iman Ki Sorat-E-Hall Bilkul Kharab Ho Chooki Hay Yahan Tak Keh Iman Or Aatshi Ka Dars Danay Wallay Or Muhabat Ka Parchar Karnay Wallay Soofiya Kay Mazarat Bhee Mehafoze Naheen Rahay 2 Din Qabl Data Darbar Per Honay Walay Khud Kash Hamloon Nay Yeh Sabit Kar Diya Hay Keh Bahassiyat Qoom Ham Ghair Mehfooz To Hain Hee Saheelaken Bay Hiss Bhee Hain Jiss Tarah Siyassi Leadroon Nay Bayanat Diay Hain Yeh To Sarasar Qoom Or Mulk Kay Satth Mazaq Hay Tasli Danay Ki Bajay Zakhmoon Per Namak Chirsk Rehay Hain Itnay Bary Sanhay Kay Bawajood Siyasi Dookandari Chamkanay Main Masroof Hain Aik Dosray Per Keechar Uchalnay Main Masroof Hain Laiken Yeh Naqbal Faham Leadran Ko Is Khamosh Tofan Ka Andaza Naheen K Is Bahissi Ka Kia Nateeja Niklay Ga Zahir Jub Zulm Barhta Hay To Mit Jaata Hay Satth Yeh Sub Baha Ker Lay Jaata Hai Ab Bhee Hukmranoon Ko Hosh Kay Nakhan Lanay Chaian Takeh Is Khamosh Khoni Inqlab Say Bacha Ja Sakay Kahan Tak Is Nahtthi Awam Ko In Dashatgardoon Kay Reham -O-Karm Per Hakoomat Choray Gi Kahan Tak Massoom Sheri Martay Rehan Ghay.