Pakistan Ki Education

(Zaman Farooqi, Karachi)

Salaam To All
Aaj Kal Hamary Mulk K Halaat Aisay Ho Gaiay Hain K Har Banda Bandi Bachay Sab Siyasat Kar Rahay Hain Kia Ho Ga Hamaray Mulk Ka Aaj Education Par Baat Kartain Hain Pakistan Ki Education.

Hamaray Mulk Pakistan Ki Education Ka Nizaam Bohat Kharaab Hai Aap Ye Daikhay Na K Hum Kyun Nahi Tarqai Kar Paa Rahay Kyun Nahi Dunya Ka Muqabala Kar Paa Rahay Hum Abhi Taq (Province Dividing) Main Lagay Hooaiay Hain Koi Tex Par Koi Petrol Par Koi Khanay Peenay Ki Ashiya Par Koi Bhi Education Ko Nahi Daikh Raha Punjab Board Sindh Board Balochistan Board N.W.F.P Board What Is This.

Aap Ek Board Kyun Nahi Kartay Kia Wajha Hai Dunya Ko Compete Karna Hai Toh Sab Say Pehlay Education Sahi Karni Ho Gi Imran Khan Saahab Bilkul Theek Kehtay Hain K Education Ka Nizaam Sehi Ho Ga Toh Pakistan Taraqi Karay Ga Over All Koi Mustaqbil Nahi Dikh Raha Inter Board Ki Book University Board Ki Book Ko Uthaaiy Un Main Abhi Taq Angraizo Ki Fail Theory.S Pharahi Jaa Rahai Hain Fail Theory.S Jo Reject Ho Chuki Hain Kia Taraqi Karain Gain Degree M.A Degree Sab Paiso Say Ban Jaati Hain Yaha Par Toh Kia Khaak Taraqi Karain Gain Hum Please Wake Up Pakistan And I Do Not Understand Pakistan Has Been Progress.
 

zaman farooqi
About the Author: zaman farooqi Read More Articles by zaman farooqi: 16 Articles with 23031 views (trough poetry is my passion)

THE POET IS ONE MAN IN THIS WORLD WHEN HE AXPRESS SORROW HIS OWN WRITE THE OWN WRITE SHAPE IS CALLED POETRY. < AF
.. View More