Ubh Khaaja Sirrah Bee

(hukhan, karachi)

Taza Tareen Khabar Hay Kay Lahore Mein Khawateen Or Hazraat Kay Haqooq Kay Hasool Mein Nakaami Kay Baad Khaaja Sirra Maidaan Mein Aa Gaye Hein Sarkaree Nokerion Kay Hasool Kay Liye Unhun Nay Naa Serf Puraman Balkay Entertainment Say Bharpoor Muzahera Kia Un Kay Parestaron Mein Jin Mein Nujawaan,Sahafee,,Police Walay Shaamil Thay Sab Nay Un Kay Sath Naa Serf Selfiaan Banwaiee Balkay Un Ki Husla Afazaie Be Ki Jabh Tak Wo Muzaheray Mein Mashghool Thay Wo Sab Apni Jagah Say Tas Say Mas Na Huay Baad Mein Sab Kay Sab Puraman Tor Par Apnay Apnay Function Mein Chalay Gaye Iss Tra Apni Baat Bee Hukaam E Balla Tak Pohnachaa Dee Balkay Apni Deharee Bee Zaya Nahi Hunay Dee ,,,,Qun Kay Commitment Bee Koi Cheese Huty Hay.Pakistan Mein Apnay Haqooq Lay Laina Asay Hee Hay Jasay Koi Ghreeb Admee Usa Ka Visa Lay Lay Ya Fer Koi Apnay Totay Photay Khabh Kici Rehree Par Saja Kar Achay Damon Bech Lay.Ye Baat Ek Haqiqat Hay Kay Humari Hakoomat Har Sahulat Ko Awaam Kay Liye Mushkil Sey Muskil Tareen Banaty Jaa Rahi Hay Ya Fer Asay Logh Ju Kay Zahier Hay Sefareshee Hee Hutay Hein Un Ko Asa Pecheeda Kar Detay Hein Kay Masail Hal Hunay Kay Bjaye Mazeed Pecheeda Hu Jatay Hein Jis Say Reshwat Ka Darwaza Baasaani Khul Jata Hay Ye Sab Kuch Sarkaar Ki Naak Kay Nechay Bila Rok Tok Jaree O Saree Hay.Pani Hu Bijli ,,,Taleem,Sehat,Rozgaar,Karobaar,License,Insaaf Kici Bee Chesze Ka Hasool Asaan Nahi Balkay Mushkil Huta Ja Raha Hay.Ubh Hakoomat Say Khaaja Sirra Bee Nokerian Mangh Rahay Hein Iss Ki Kai Wajoohaat Hu Saktein Hay Hu Sakta Hay Un Kay Fun Kay Qadardaan Kam Hutay Ja Rhay Hun ,Ya Fer Un Ki Abaadee Mein Tezi Say Izafa Huta Ja Raha Hay Ye Baat Humari Samjh Say Balatar Hay Wesay Koi Medical Specialist Hee Sahii Bata Sakta Hay Ek Waja Mehnghaie Bee Hu Sakty Hay Yaa Pher Hu Sakta Hay Un Ki Adaaown Ya Thumkon Kay Rate Gertay Jaa Rahay Hun Iss Ka Fasla Tu Ishaq Dar Saab Hi Kar Saktein Hein Ya Pher Hakomat Nay Thumkon Par Tax Zyda Kar Dia Hu Ya Gst Bara Dia Hu Hakoomat Ko Chaiye Ubh Kay Budget Mein Khaaja Sirraown Kay Liye Sohalat Kaar Banay Na Kay Un Kay Kaar Mein Rakhna Dalay.Humein In Sab Khaajaown Say Na Serf Hamdardee Hay Balkay Halka Halka Piaar Bee Hay Magar Hum Khul Kay Izahaar E Piar Kar Nahi Saktay.

hukhan
About the Author: hukhan Read More Articles by hukhan: 1124 Articles with 1198156 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.