Khushi....

(jawad butt, faisalabad)

Wo Khubsurat Thi Zaheen Thi R Zimadar B Ye Tenu Khubyan Kisi B Larki Ko Shadi K Bad Us Ka Makam Dilwany Main Mawan Sabit Hoti Han. Pehli Do Khubiyon Sy To Main Mangni K Bad He Wakif Ho Gya Tha Tesri Khubi Apny Mani He Tara Kafi Bari Thi Lehaza Shadi K Bad Is Sy Wakfiyat Main Kuch Arsa Laga Jis Ka Kuch Luby Lubab Kuch Yon Tha .

Ye 14 Ramzan Ul Mubrik Ke Bat Thi Aj Ka Din Mamol K Mutabik Na Tha Walida Ko Kisi Azez Ke Temadari K Liye Shehar Sy Bhr Jana Tha Chunachy Wo Sehri K Bad Jald He Suba Rwana Ho Gae Main B Utha Mamol K Mutabik Sehri Ke R So Gya R Uth K Kam Py Chala Gya Dopher K Wakat Wapisi Hue Ramzan Main Kamo Ke Routine Zara Badal Jati Ha Is Liye Jaldi Gar Wapisi Ho Gae Gar Main Walida K Bad Sara Daromadar Bv Pr Is Liye Zara Paryshani Mehsos Karty Hue Main Ny Pucha(Jin Kamo Ka Mje Andaza Tha Jis Main Bhai K Office Walo R Gar Walo K Liye Aftari K Intizmat Shamil Thy) To Jawab Mila K Sub Kam Ho Gae Hn Yakin R Etminan Sy Bhary Is Jawab Sy Main Pura To Nae Mgr Kych Had Tak Mutmayeen Zaror Ho Gya Lekin Dil Main Aik Dar Sa Tha K Gar Walo Ke To Khair Ha Bhr Walo K Liye Khana Bnana Ha Kahi Gar Bar Na Ho Jae Bhai R Gr Waly Donu Ke Izat Ka Mamla Tha Aftar Sy Zara Pehly Main Apni Tasali K Liye Phr Pucha To Jawab Aya K Sub Tayar Ha Mery Liye Ye Jawab Herangi Main Dalny Wala Tha K Jis Kam K Liye Gar Main Roz Afra Tafri Maachi Hoti Thi Wo Kam Chup Chap R Wakat Sy Pehly Mukmal Ho Gya Tha Khair Aftari K Bad Sub Ke Tqraf Sy Tsali Bakhaah Jawab Sun K Mje Kafi Hosla Ho Gya K Ye Gar K Mamlat Sambal Sakti Hn Suba Sehri K Bary Main Dimag Main Kuch Khalbali Zaror Thi Magr Sabka Din K Tajurby Ko Madynazar Rakhty Hue Main Ye Keh K So Gya K Ab Tmari Zimdari Ha Khud Adjustment Karo Yakin To Tha He Mgr Ye Yakin Us Wakat Haq Ul Yakin Main Badal Gya Jub Main Usy Sehri K Alarm Bajny Sy Pehly He Uthty Dakha Dimag Main Alarm Sy Pehly Ka Alarm Baj Raha Tha K Kiya Karna Ha Is Ke Dimagi Tayari Rat Bhar Chal Rahi Thi Aur Sara Din Sas Ke Gair Majodgi Main Kiya R Kasy Karna Tha In Socho Ny Us Ke Rat Ke B Nend Ura D Thi Khair Sehri B Achy Sy Ho Gae R Amin Namaz K Bad So Kr Kam Par B Chal Gya Mery Dimag Ko Is Ke Tesri Khubi Pr B Yakin Aa Chuka Tha Dopher Ko Wapis Lota To Chehry Par Kuch Afsordagi R Udasi Mehsos Hue Puchny Par Tabiat Kuch Thek Nae Ka Bhana Bnaaya Lekin Mery Israr Pr Us Raz Ke Guthi B Aj Khul Gae Jisy Main 2 Sal Sy Suljha Na Saka Tha Wo Aksar Chup C Ho Jaya Krti Thi.

Hamri Zindagi Achi Guzar Rahi Thi Wo Han Main Han Milany Wali Bv Thi Gareelo Mamlat Ko R Khud Ko Gareelo Mamlat K Sath Adjust Kar Leti Thi Baki Cheezo Ke Tarf R Uny Kuredny Ka Middle Clas Admi K Ps Wakat Nae Hota Mje Sub Thek Nazar Aa Raha Tha Zimdaryon R Kam Ke Fikar He Mje Sar Uthany Nae Deti Thi Kharcho K Bharny R Kam Amdan Ke Chik Chik Hamesha He Asy Garo Main Suni Ja Sakti Ha Khair Zayada Puchny Par Jub Wo Boli To Us Ke Ankho Main Shikayat K Ansu Thy K Main Sub Ka Khayal Rakhny Ke Koshish Krti Ho R Apni Himt Sy Bhar Kr Krti Ho To Akhir Main Mery Liye Kabi Dado Tehseen Ka Aik Lafz B Nae Hota Ulta Ye Sun Ny Ko Milta Ha K Tm Kn Sa Anokha Kam Karti Ho Sub He Auraty Karti Hn Is Tara To Mard B Koe Anokha Kam Nae Marty Sabi Mard Kam Karty Hn Wo Aj Pehli Bar Boli R Shikayati Lehjy Main Pehli Bar Meri Zat He Shak K Dairy Main Thi Bas Is K Bad Wo Khamosh Ho Gae Us K Ye Chand Alfazz Meri Insaniyat Ke Hiss Ko Jagany K Liye Kafi Thy Wo Din R Aj Ka Din Mery Mamlat Main Us K Liye Jahan Tankidi Pehlo Hota Tha Waha Tareef K Chand Fikry B Shamil Ho Gae R Is Kam Main Ny Us K Bd Aj Tak Jijhak Nae Mehsos Ke Is Ka Nateja Ye Nikla K Wo Pehly Sy Zayada Koshishy Karti Ha Mery R Gar Walo Ke Behtribk Iye Scheme Larati Ha Pehly Sy Kamo Ko Plan Karti Har Bad Main Sochny Par Mje Ye Ehsas B Hua K Hm 25000 Ke Nokri Main Malik R 5 Rupy K Gahak K Samny Khushamad Ke Nehry Bha Dety H To Apni Gareela R Azdawaji Zindagi Ko Behtar Bnany K Loye Sachi Tareef K Chand Alfazo Main Kanjosi Ke Intiha Ku Kar Dety Hn Meri Maneye Aj He Apni Zibdagi Main Sachi Tareef K Alfazo Ko Shamil Kary R Apni Zindgi Ko Khushi Ke Dagar Par Jaty Mehso Kary
 

jawad butt
About the Author: jawad butt Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.