Saas and Bahu

(Rida aslam, Sargodha)

Aj Kal Ki Generation K Samnay Agar Saas Ka Name Lia Jye Too Woo Ajeeb Sa React Kartay Hain Kuch Larkion Ko Too Saas K Name Se E Chir Hoti Hai R Woo Kisii Aesi Jaga Shadi Karwany Ki Wish Karti Hain Jahan Na Un Ki Saas Hoo R Na E Nandain.......................

Lekin Aesa Is Waja Se Hota Hai K Kabi Ham Ne Saas Koo Apni Maa Jitni Izzat Di??????????? Kabii Ham Ne Apnii Saas Koo Us Muqam Pe Rakh K Socha Jahan Hamarii Apni Sagi Maa Hoti Hai,Kia Us Maa Ka Rishta Khatam Ho Jata Hai Apnayy Us Bety See Jis K Leayy Woo Ratun Kii Neend Qurbaan Kar Dtii Thee Jis Kii Zra C Pareshanii Us Se Bardasht Nai Hotii Thee,Woo Us Bety Koo Kaisy Bhoolay .

Bht C Saasain Aesii B Hotii Hain Jo Bahu Ki Izat Nai Kartii Lekin Agar Bahu Sache Dil Se Saas Koo Apni Maa Samajh K Uss Ki Izat R Khidmat Kartii Rhyy Too Aik Din Aesa Zaroor Aye Ga Jab Uss Kii Saas B Usy Apnii Betii Maan Lyy Gee R Ghar Sakoon Ka Gehwara Ban Jye Ga..................

Merii Yeh Tamam Larkion See Request Hai K Khudara Apnay Susraal Koo Apna Ghar Samjhain R Apnay Susar Koo Baap Ka Apnii Saas Koo Maa Ka R Apnay Dewar Ko Bhai Ka R Naand Koo Behan Ka Darja Dyy K Daikhain Un Kii Zindgii Kesy Badaltii Hai....................
 

Rida aslam
About the Author: Rida aslam Read More Articles by Rida aslam: 2 Articles with 4227 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.