Democracy

(saba, rawalpindi)

Wasy To Pashwar Mai Bacho K Uper Bht Say Log Boly Hai Per Mai Sab Say Sirf Aik Bat Khana Chti Hoon Aik Pakistani Hony K Naty Aik Muslman Hony K Naty Kai Humara Kam Sirf Bolna Hai Kia Hum Sirf Apny Bacho K Bary Mai Sochy Gay Wo Maa Jo Apny Bachay Ka Intazar Kar Rahe The Us K Media Waly Q Nhi Samnay Laty Roz Gud Morning Shows Hoty Hai Kia Humra Ya He Kam Rah Gaya 2 Din Bolny K Bad Hum Dance Wagara Dakay Gay Mazarat K Sath Asa Waqiya Humary Bacho K Sth Bhe Hoo Sakta Hai Kia Humara Ya Farz Nhi K Un Maa Bap K Ansoo Saf Kary Un Ko Zindgi K Tarf Doubara Lay Aur Un Bacho Ka Kia Jinho Ney Apny Bhan Bhai Ko Marty Dakha Kia Wo Un Ko Itny Jaldi Bol Jay Gay Jab Wo Khaly Gay To Kia Un Ko Yad Nhi Aye Ga Iz Waqt Hum Sab K Ikhtalafat Bhula K Aur Sab Media Ko Aik Hona Chayia Warna Ya Jo Aj Howa Hai Asa Humesha Ho Ga Sub Ya Sumjay Gay Khuch Nhi Hoga Aur Humary Bacho Ka Mustakbil Ktam Hum Kbhi Apny Ap Ko Maf Nhi Kar Pay Gay.

saba
About the Author: saba Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.