Gumshuda Cheese

(aqsa, Bahawalnagar)

Insan Ka Insan Honay K Liye Zarori Ha Us Main Wo Sifat Moujod Hn Jo Usy Kisi K Sath Taluq Istawar Rakhny Per Majobr Kar Sakn.Ye Taluq Har Us Chez Sy Hai Jo Us Sy Kam Tar Ha Per Is Ek Khobi "Kam Tar" Ka Hona B Tab Mani Rakhta Hai Jab Insan Mai Achay R Buray Ko Parkhany Ki Salahiyat Mojod Hoti Hai.Aj K Dor Main Insan Kal Ki Insaniat Ko Bhol Chuka Hai Aur Aj Ki Parda Poshi Ko Apny Nor E Nazar Rakhta Hai. Insaniyat Ko Bholny Ki Inteha Ye Hai K Dunia Gurbat Ki Waja B Gareeb Admi K Pait Ko E Dyti Hai.Aalmi Khurak K Adaray Ki Report K Mutabiq "Greeb Admi K Gareeb Honay Ki Waja Unhki Bhok Hai Jo Ameeron Sy Zada Hai" Sitam Zareefi Is Per K 2 Million Bachon Mai Sy 1million Bachy Is Muzheka Lafz Ka Shikar Hai Jo Na Sirf Khurak Balk Taleem,Sehat Aur Panah K Liye B Insaniyat Ki Mout Ki Waja S Jakray Howay Hain. Ajkal To Is Chotay S Lafz Ko Nojawan Nasal Apny Pizza K Cheese S Mushabat Detay Howay Logon Ko Isay Khanay Ka Khty Hain.Mukhtasir Fasana Ye Hai K Ajk Dour Mai Insan Ye Smjhny  Say Qasir Hai K "Muhabat Aur Nafrat K Jazbay Ka Izhaar E To Insani Zindagi Aur Insaniyat K Baqa Ki Daleel Hai".
 

Aqsa Aziz
About the Author: Aqsa Aziz Read More Articles by Aqsa Aziz: 8 Articles with 5641 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.