Ghalat Rasta

(Sana Hamid Ali, Karachi)

 Ghalat Rasty Per Chalny Ka Unjam Bhi Ghalat Hi Hota Hay Insan Yeh Sochay Iskay Sath Bura Kyun Howa Hay Yeh Uski Sub Say Bari Himakat Hay Galat Rastay Ka Intekhab Kar Kay Achay Ki Umeed Karna Yeh Sirf Insaan Ki Soch Hoti Hay.Phir Is Insan Ko Apny Rab Say Bhi Shikwa Nahi Karna Chahiye.Kyun Keh Usnay To Dono Rastay Dikhaye Thay Sahi Or Ghalat .In Dono Per Chalnay Ka Faida Or Nuksan Bhi Bata Dia Tha Ab Yeh Hamari Na Dani Hay Keh Ghalat Rasta Ikhtiyar Kiya Or Phir Woh Hi Unjam Huwa Jiska Rab Nay Pehlay Hi Bata Dia Tha.Phir Kasoor Kis Ka Huwa? Bay Shak Insan Hi Kum Akal Hay Jo Such Ko Na Pehchan Pay Or Sarab Keh Pechay Bhaga.

Sana Hamid Ali
About the Author: Sana Hamid Ali Read More Articles by Sana Hamid Ali: 2 Articles with 3379 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.