Aaj Ka Mahool Hamara Iman

(mera iman, karachi)

Hum Aaj Apny Mahol Ko Apny Man Bap Ki Tarbiyt Se Ziada Ahmiyt Dety Chahy Yeh Waqt Hamary Liye Acha Ho Ya Na Ho Hum Issy Follow Karty Hain Kyun Aaj Key Larky Larkiya Kia Nadan Hai Unhin Yeh Samjh Nahi Hai Key Hamra Den Hamara Islam Kia Khta Hai Hamary Man Bap Ne Humin Kia Sekhaya Ghlt Ka Blem Humary Ma Bap Ki Tarbeyt Ko Diya Jata Hai Jo K Ghlt Hai Har Insan Apny Amal Ka Khud Zemedar Dar Hai Chalo Muhubat Ka Zikar Karty Hain Kiya Muhubat Kisi Ek K Liye Hai Yeh Reletion Girl An Boy K Liye Hai Rong Ghlat Muhumat To Har Rishty Se Hoti Hai Man Baap Bhan Bhai Dost Hamdrd Even Kisi Masoon Mazlum Se Bee Hoskti Hain Par Aj Key Log Isko Ek Hi Nazar Se Dekhty Hain Kyun Kia Man Bap Bhan Bhai Ya Or Rishty Kuch Nahi Hain Arey Muhubat Ammar Hai Muhubat Ka Mem Bhee Aaj Ki Nasal Nahi Janti Hai Bacha Bacha Mobile Phon Le Ghalt Batonmain Mubtala Hai Asal Main Yeh Muhubat Nahi Ek Bemari Hai Hamaray Buzugon Key Dor Main Larki Ko Jo Bataya Jata Tha Sekhaya Jata Tha Ap Ki Larkyun Un Baton Se Hio Ghbtari Hai Yeh Zaror Pata Hia K Love Key Kia Mening Hai Yeh Nahi Pata Key Islam Key Kia Usool Hain Arey Logon Samjh Lo Hum Sab Ko Jana Us Qabar Main Hai Jahna Na Ceel Phone Hoga Na Pesa Hoga Na Husun Hoga Um Sab Matti Hojayen Ge Samjh Lo Khud Ko Apny Bando Se Buhut Umeden Hai Allah Ko Mayuos Na Karo Warna Na Den Key Raho Gey Na Duniya Key.(Aiy Raha Karo Key Log Karn Arzu Aisi Chalan Chalo Key Zamana Misal De).

mera iman
About the Author: mera iman Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.