Izzat Ki Kamai

(wardah nayab, surrey canada)

Ajkal Taqreeban Her Insaan Kisi Na Kisi Waja Se Preshaan Hay.Kisi Ko Mali Masla To Kisi Ko Aulaad Ka Gham Hay Aur Koi Beemari Ke Hathon Tang Hay.Lekin Aik Masla Jo Her Kisi Ko Derpesh Hay Wo Hay Paisa.Ajkal Taqreeban Her Shakhs Ko Paisa Chahiey Ta Key Wo Apni Aur Apne Khandaan Ki Zaruriaat Ko Pura Ker Kase.Ab Baat Yeh Hay K Her Insaan Ka Rizq To Allah Ki Taraf Se Muqaddar Hay,Jis Main Kami Beshi Bi Allah Pak Key Hukam Se Hi Ho Sakti Hay,Lekin Her Insaan Ko Jaiz Asbaab Ikhtiar Zroor Kerne Chahiey.Bulke Ghar Me Sabhi Afraad Ko Kuch Na Kuch Kerna Chahiey Chahe Wo Khawateen Hi Kion Na Noon.Halal Aur Jaiz Kaam Ker Ke Khudmukhtaar Hone Ki Kokish Kerni Chahiey Takey Insaan Kisi Ka Mohtaaj Na Ho.Bilashuba Allah Ke Siwa Her Siki Ki Mohtaji Main Zilat Hay.Allah Ki Nemton Ka Shuker Kena Chahiey Takey Allah Unme Barkat De,Apne Hathon Se Izzat Ki Rozi Kamane Main Barkat Bi Hay Aur Izzat Bi.

wardah nayab
About the Author: wardah nayab Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.