Taalbaan

(Imtiaz Rajar, Hyderabad)

Tv ,Internet Aur Mobile Key Bare Mei Parents Yeh Kahte Hai Key In Cheezon Ne Un Key Oalaad Ko Khraab Kardiya Hai..Mujhe Nhei Pata Key Sahi Rai Hai Ya Ghalat .....Lekin Mene Thori Der Socha Or Apne Aap Ko Ab Se 20 Saal Peechey Le Gya ...Kaha Jata Hai Key Ab Se 20 Saal Pehle Parents Apne Oalaad Ky Waje Se Pareshaan Na They Har Jaga Sukoon Tha ....Kisi Ko Sharam Ky Waje Or Izzat Ky Waje Se Badnaam Na Hona Parta Tha..Ab Mei Phir Present Doar Mei Aata Hu..Ab Aap Akhbaar Utha Key Dekh Ley Ya Tv Pe Koi News Channel Dekh Ley......Aap Ko Ye Khabrey Parhney Ko Miley Gy, Jaise Eik Larki Larke Ke Sath Bhaag Gyi..2 Couples Ne 6 Mehene Baad Talaaq Le Lya...3 Larkoon Ne Larki Ka Rape Kardiya .........Aisi Khabrey Key Baad Aam Aadmi Pehley Bhut Sochta Tha Lekin Ab Us Ne Aisi Khabroo Per Sochna Chor Diya Q Key Har 15 Mint Baad Eisi Khabar Aati Hay........In Haalaat Key Baad Parents Apni Izzat Kay Liye Har Minute Sochta Hai ..Lekin Har Bar Us Ka Sawaal Adhoora Rahta Hai...Mujhe Yah Likhne Ky Zaroorat Iss Lye Mahssos Hue Kyon Key Bhut Khuch Mehene Pehley Maine Eik Article Parha Tha Jis Mei Taalban Key Bare Mei Likha Tha .....Us Key Baad Mujhe Laga Key Taalbaan Ki Hokumat Bahtar Hai Q Key Tab Hamari Apni Beetiyoon Aur Bahnoon Ka Tahafuz To Hoga .......Jaise Iss Waqt Iran Mei Hai..........Wese Bhy Last 60 Years Se Party Leaders Ne Hamara Khoon Hy To Piya ....To Agar Taalbaan Aa Gae To Kya Farq Parta Hai.........

Imtiaz Rajar
About the Author: Imtiaz Rajar Read More Articles by Imtiaz Rajar: 40 Articles with 50976 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.