Main Aur Jin

(fahad ali, karachi)

Pehlay To Sub Ko Mery Traf Say Salam Irz Ho. Meray Sath Jo Waqia Pesh Aya Tha Wo Kuch Is Trahn Say Hay

'2008 Dec Ki Sardioon Ki Baat Hay Main Apni Khala Kay Ghar Say Arha Tha Mera Guzhar Ek Meray Ghar Say Kareeb Ek Qabarustan Say Hoa Achanak Meri Nazar Jab Qaburustan Mein Ek Qabar Par Pari Wahan Kuch Harkat Si Hoi.Wo Ek Ajeeb Si Cheez Thi Jo Meray Dekhtay Hoi Gayub Hogai .Mein Kafi Daar Gaya Tha Ghar Pohanch Kar Main Nay Pani Piya Aur So Gaya . Thora Hi So Paya Hoon Ga To Meri Ek Dam Daar Kay Mary Ankh Khul Gai Main Nay Mehsoos Kiya Kay Mera Kambal Ahista Ahista Nechay Ko Khisk Raha Hay.Dostoon Yey Wo Raat Hay Jo Main Aj Tak Main Nahi Bhula Sakta Khair Agay Suniay Kambal Khisktay Hoy Mery Tangoon Tak Pohnch Gaya Main Itna Shock May Aur Itna Daar Gaya Tha Kay Meri Himmat Nahi Ho Rahi Thi Kay Main Kambaal Ko Opar Kar Sakoon Main Nay Apnay Father Ko Awaz Lagana Suru Kari . Daar Kay Meri Awaz Bhi Nahi Nikal Parai Thi Achanak Mujhy Masoos Hao Koi Meray Paoon Ko Pakar Raha Hay. Bus Yey Wo Waqt Jis Nay Mery Adhi Jaan Nikal Di Thi.Main Nay Himmat Kar Kay Zoor Say Apny Father Ko Awaz Lagai Aur Wo Ay Aur Maray Pass Agay Main Father Ko Dekh Bed Par Khara Hogaya Aur Kambaal Ko Otha Kar Phainka . Father Light On Ki Aur Mujh Say Pocha Kya Hoa Main Nay Unhain Poora Waqia Sunya. To Meray Abu Nay Kha Beta Wazu Bana Kar Aur Kalmaat Parh Kar Soya Karo. Doston Yey Wo Waqia Hay Jis Nay Mujhy Ek Haftay Tak Khooof May Rakha . Meri Sub Parhnay Waloon Say Guzarihs Hay Kay Plz Wazu Bana Kar Soya Karian Aur Kalmay Bhi Parhlia Karain .
Ap Ka Dost
Fahad Ali
 

fahad ali
About the Author: fahad ali Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.