"Topi","Burqa" r educational sistms

(Muhammad Bin Irfan, Karachi)

"Happy Burth Day To You".
("Topi","Burqa" R Educational Sistms Se Mutaaliq Ek Txt Mukalma)
(She1):Assalam O Alaikum.M Bhai Hmy Pochna Tha Ke Hm Kl Dpt Me Apna Burth Day Cake Lasakty Hn?Dpt Me Sb Topi Waly Hn To Koi Aetraz Na Kary!!!
(Me):Burqy Walian Bhi Hn,Pehly Un Se Poch Len:)
(She1):Ohh.Ab Kia Kren?
(Me):Ly Aana,Dznt Mtr.
(She1):Thanx.
Me: Topi Walon Ka, Ek Cake Se Kam Nahi Chaly Ga,Zeada Ka Order Karna Hoga
(She 1 Uni Me Naqab Karti Hn)
(Me):She 1 Ki Kl Burth Day Parti He,R Wo Poch Rahi Hen Ke "Topi" Walon Ko Aetaraz To Nahi Hoga
(She 2 Naqab Nahi Kr Teen)
(She 2):Jab Burqy Waly Parti Day Sakty Hen To Topi Waly Attend Bhi Kr Sakty Hn:)
(Me): Asal To Insaniat He.
(She2): Mujhy To Smajh Nahi Aata Ke Log Is Type Ki Bat Qun Krty Hn?
(Me): Sistm Hi Aesa Bana Dea Gea He.
(She 2):Lekin Jo Ilm Ap Logon Ke Pass He Asal To Woh Hi Ilm He ,Aakhirat Me Kam Aany Wala.
(Me):Ye Hi Asal Masaly Ki Jarr He.
(She2):Kia Matlab
(Me) : Hamara Education Sistm 2 Khano Me Bata Howa He.Deeni R Dunyavi.
(She 2): Bs R Kia Kahen ,Allah Sb Ko Sahih Rasty Pr Chalny Ki Hidayat Dn.
(Me):Angrezz Ke Aany Se Pehly All Muslim World Me Ek Hi Type Ka Educatoin Sistm Tha R Is Hi Sistm Ke Tehat Jahan Quran,Hadith,Fiqah, Ki Taleem Deejati Thi Wahan Since Lisaniat ,Funoon E Latifa And Etc Ki Taleem Bhi Dijati Thi.
(She 2):Ap Ko Malom He Abhi Hm Ne Jitny Muslim Scintist Ko Parha He Un Ko Quran R Hadith Ka Bhi Ilm Tha.
(Me):Ji Han Wo Is Hi 1 Unit Sistm Ki Waja Se Tha.Jb Angrezzon Ki Hukomat Qime Hoi R Unho Ne Jo Educationla Sistm Peash Kia Mazhab (Quran,Hadith,Fiqah) Ki Taleem Ke Hawaly Se Naqis Tha.So Ulama Ne Nai Nasal Tk Deen Ki Drust Taleem Pohon Chany Ke Liy Alag Educational Sistm Qime Kia.Jo Ke Bhr Hall Us Time Ki Zarorat Tha.Lekin Is Ke Nateejy Me Ek Tafreeq R Khaleej Qime Ho Gai Jis Ko "Mstr R Mulla" Ki Tafriq Ka Unwan Dia Gia.Phr Jb Angrezzon Ki Hokomat Khatam Ho Gai R "Islami Jamhoria Pakistan" Qime Ho Gea To Phr Zarorat Is Bat Ki Hoi Ke Angrezzon Ke Qime Krdah Educational Sistm (Jo Sicnc R Funoon E Latifa Ko Covr Krta Tha) R Madaris Ke Sistm (Jo Quran ,Hadith R Fiqah Ko Cover Krta Tha) In Dono Ko Phr Se 1 Unit Ki Shakal Di Jay.Ta Ke Socity Me Barhti Hoi Khleej Khatam Ho,Chunan Chy Tahreek E Pakistan Ke Sarkardah Ulma "Moulana Shabber Ahmad Usmani.Moulana Zafar Ahmad Usmani,Moulana Mufti Shafi Sahab,Moulana Syed Suleman Nadvi Sahab(Jin Ko Khas Tor Pr India Se Bulaya Gea Tha) R Minstry Of Education Ke Mahreen E Talem Pr Mushtamil Cometi Banai Gai Jis Ne 1 Unit Nizam E Taleem Qime Krny Keliy Musalsal 5 Sal (1952) Tk Ghor O Khoz Kia,Lekin Govt Is Selsly Me Mukhlis Nahi Thi,To Ulama Ne Govt Ke Irady Bhanpty Hoy Is Cometi Se Alehdgi Akhtear Kr Li R Yon Qoum Phr Se Duhry Nizam E Taleem Ka Shikar Ho Gai.R Ham Phr Se "Topi" Waly R "Non Topi" Waly Ki Tafreeq Ka Shikar Ho Gay.Halan Ke Mastr Level Tk Hamara Nizam E Taleem "Dars E Nizami"(Madarsa Educational Sistm) Ko Ba Aasani Qobool Kr Sakta He,R 1 Unit Nizam E Taleem Qime Ho Sakta He.Jis Ke Nateejy Me Quom Ka Hr Parha Likha Shakh Quran O Hadith Ka Ilm Bhi Sath Sath Hasil Krsakta He.Ap Doctor Bhi Gy R Aalim E Deen Bhi,Ennginr Bhi Hn Gy R Aalim E Deen Bhi And Etc, Bashar Ty Ke Scendry Level Se Mastr Level Tk "Dars E Nizami" Us Hi Rooh Ke Sath Par Haya Jay Jis Tarah Madaris Me Parha Ya Jata He.
(She 2): True Very True.
(Me) :Hmm.Ye Btaiy Ke Ap Mastr Ki Digree Hasil Kr Rahi Hn,Ap Ne Uni Ko 2 Year Diy, Quran Ki Taleem Hasil Krnny Keliy,2 Years Me Ap Ne Kitny Pary Tajuma Wa Tafseer Ke Sath Parh Liy??.
(She 2): Total Muntakhab 12 Sorah Aor Wo Bhi Compleet Nahi, R Para 30.
(Me): Dars E Nizami Me Compleet Quran With Tarjuma Word To Word R Tafseer Only 3 Years Me Parhaya Jata He,R Ek Short Cours Hota He" Fahm E Deen "Ke Nam Se, Jis Me 2 Years Me Compleet Quran With Tarjuma Word To Word R Tafseer Parhaya Jata He.R Aesa Nahi Hota Daily 2 R 3 Pread Hn Balke Only 1 Priad R Wo Bhi Srif 45 Mints Ka.R Lectchr Bh Ek Tafseer Se Nahi 4/5 Tafaseer Se Hota He.Esy Tarah Jo Ap Ke Mastr Level Ke Other Sub Hn Wo Dars E Nizami Ki Clas 2 R 3 Ke Level Ke Hn, R Ap Jo Arabic Parh Rahi Ho Dars E Nizami Ke Clas 1 Ki He.
(She 2):Tb Hi To Ap Allama R Hn Zeero Hn.
(Me): :)
 

Muhammad Bin Irfan
About the Author: Muhammad Bin Irfan Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.