Humain Kia Ho Gaya?

(ali asghar, karachi)

Assalamu'alaikum

Main Kuch Ziaada Nahi Bas Kam Kahoon Ga.Ke Humain Kia Ho Gaya Hai..Aakhir Hum Sab Kiun Doosron Ki Buraaian Hi Dekhtay Hain..Agar Hum Apni Kharabian Bhi Deekhain To Hamara Masla Bohat Had Tak Solve Ho Jaaey Ga.Kissi Ki Buraai To Waisay Bhi Mana Hai Islam Main Woh Gheebat Hoti Hai.

Aur Agar Ham Sab Apni Apni Buraaian Deekh Kar Un Ko Theek Karnay Ki Koshish Karain Gay To Is Main Hamari Apni Bhi Bhalai Hai Aur Doosron Ki Bhi..Aur Dunia Aur Aakhirat Doonon Ki Bhalaaian Hain..Ok Aakhir Main Kahoon Ga Ke Please Islam Main Koi Sakhti[Hardness] Nahi Hai..Seedha Aur Sacha Mazhab Hai .Agar Insaan Kissi Se Achi Tarah Se Baat Bhi Karay Ya Muskaraay To Ye Bhi Aik Sadqa Hai..

ALLAH Ham Sab Ko Hidaayat Naseeb Farmaaey..Aamin Sum Aamin.
ali asghar
About the Author: ali asghar Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.