Mera Gham Tera Sittam...

(Jawad Amin, Abbottabad)

Bahist Wazan E Daman Paida Kar Apnay Jazbaat Ki Aghoos Main, Tu Najanay Kahan Say Chal Aaya Duniyan E Gham Fakat Rat Say, Na Hoa Shumar Madham E Duniyan Kay Dil O Zaat Jaan Pay, Kar Daiy Apna Sab Kurban Ban Ja Aik Insaan Ray ...

Har Jaga Har Insaan Aaj Kaal Har Lamha Har Aik Tezi Aik Jald Main Rahta Hai, Na Janay Kaun Sa Gham Hai Jo Satay Hoye Hai, Najanay Kyun Raat Say Dartay Hain Sabhi Musalman ,,, Na Janay Kyun Hum Nay (Khuda) Ko Bhula Rakha Hai,,, Tu Pus Dekh Apni Zaat Ko Tu Pus Samajh Apni Hi Soch Ko Tu Pus Yaad Kar Apni Aukat Ko Na Bhol Tu Bhi Aik Insaan Hai Auron Ki Tarhan, Na Bhool Tu Bhi Aik Insaan Jo Guzroon Ki Tarhan, Kis Baat Ka Fakhar Hai Tujhay Na Nisf Par Tera Chalta Zoor Na Teri Saans Teray Kabu Main, Tu Karta Zulm Hazaro Hai Aiye Insaan Kya Tujhay Who Waqt Ka Hai Andesha Kay Kab Tu Bhi Chala Jay Ga Is Melay Say Akela... Na Kar Fakhar Na Kar Kufar Jeeee Lay Zaroor Margar Zindagiyan Baant Kar Na Maar Dosray Insaan Ko Aiye Insaan Tu Khud Aik Mitti Ka Putla Insaniyat Khatam Kaisay Kar Sakta Hai, Ya To Tu Samjhta Hai Kay Tujh Maut Na Aaye Gi Ya To Tuh Samjhta Hai Tu Insaan Hi Nahin Kyun Layta Hai Badawye Jo Arsh Kay Pathar Ko Hila Daiyti Hain Kyun Karta Hai Tu Gunah Jo Tujhay Insaan Say Janwar Bana Daiyti Hai Kyun Dar Nahin Tujhay Us Zaat Ka Jis Nay Tujhay Ibadat Mohobat Shukarnay Aur Deen Philanay Kay Liye Kiya Tha Paida Kyun Apni Tanha Zaat Par Zulm Karta Hai, Ummed Par Duniyan Kaim Hai Aiye Insaan Par Umeed Par Zindagiyan Qaim Nahin Hotin Duniya Ka Mela Hai Ajj Tera Toh Kal Mera Hai Duniya Toh Ta Qayamat Tak Rahay Gi Aabad Hum To Insaan Hain Chalay Jain Gaiy Aik Na Aik Raat, Ummed Par To Who Duniyan Qaim Hai Jo Yeh Mela Laga Hai Tu Aur Main Toh Hain Insaan Akhir Kaisay Umed Lagain Hum Zindagi Say, Aye Insaan Dar Us Waqt Say Jab Tu Us Ki Jagah Ho Ga Jis Par Tunay Ajj Zulm Kiya Shayad Aaj Tujhay Samjhanay Wala Koi Hai Par Us Waqt Usay Samjhanay Wala Koi Na Ho Ga Jis Ko Tujh Par Zulm Aaye Ga... Dar Aur Gee Magar Apnay Jisam Apin Zaat Apni Aukat Apnay Rooh Apnay Islam Aur Apnay Zameer Main Rah Kar Na Bhool Mera Gham Aik Din Tera Gham Ho Ga ...
 

Jawad Amin
About the Author: Jawad Amin Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.