Woh Khamosh Q Tha?

(falick faisal, okara)

M Zindgi M Ek Aisy Shak Sy Mila Hn Jis K Bare M Main Khud Nai Janta K Woh Akhir Itna Khamosh Q Tha. Ek Din Woh Mujhe Mila Bht Khamosh Or Udas.

Kuch Bat Karna Chahi Tu Bola K M Aj Ka Musliman Bht Badal Gaya H. Aj Ka Musliman Kehta H K Allah Mujhe Namaz Parhne Ki Himat Dy Jb K Khud Koshish Hi Nai Karta. Aj Ka Musliman Ye Chahta H K Allah Tallah Osy Suba Suba Uthaye, Masjid Tak Ly Kar Jaye Phr Ghar Wapis Laye. Ye Tu Ghalt H Itni Koshish Tu Khud Karni Parhy Gi.

2) M Kehta Hn K Allah Ek H Mager Na Aqal Walo Ny Logo Ko Khuda Banana Shuro Kar Diya.

3) M Kehta Hn K Ap S.A.W Py Darood Parho Or Dakhne Ki Khawahish Rakho, Mager Ye Star Plus Or International Show Dakhte Haie.

4) M Kehta Hn Quran Parho, Aj Ka Musliman Kehta H K Quran E Pak Ko Saja K Almari M Rakho.

5) M Kehta Hn K Sahaba Akram R.A Ki Zindgi Parho Or Amal Karo Or Na Aqal Log Kehty Haie Bs Naary Lagao Sahaba Akram R.A K.

6) Quran O Hadees Parho, Amal Karo. Mager Na Aqal Log, Na Aqal Molvi K Batain Sunty Haie Or Amal Oun Bato Py Karte Haie Jo Haram Haie

Ab Ap Batao M Udas Na Hoan Tu Kaya Karn.

Os Ki Batain Sun Kar M Khamosh Go Gaya. Logo Sy Pocha Tu Pata Chala K Ye Falick H. Ye K Khamosh Reh Kar B Aksar Khamosh Nahi Hota.
From
Adnan Danish

falick faisal
About the Author: falick faisal Read More Articles by falick faisal: 10 Articles with 21567 views i am falick faisal. From okara city pakistan.
I run falick research foundation.
Contact us.
03085546497
.. View More