Faiz Ahamad Faiz Ka 102 Wa Youmay Pedaish

(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)

Faiz Ahamad Faiz Ka Aaj 13 Feb Ko Mulk Bhar Main Aaj 102 Wa Youmay Pedish Manya Ja Raha Hain Faiz Shaib 13 Feb 1911 Ko Kala Kadir Sailkot Bartish India Main Peda Huway Faiz Shaib Mulk Ke Great Insan Namwar Poeter Adib Journalist Aur Danishwar Insan Thay Faiz Shaib Ne Eshqia Shairi Ke Sath Inqalabi Shairi Nazam Gazaly La Tad Likhi Ya Waja Thi K Faiz Shaib Inqalabi Soch Ke Malik Thay Faiz Shaib Ke Majmoye Kalam Ki Tadat Ke Kiya Kehnay Faiz Shaib Ko Urdu Zaban Ke Sath English Arbic Russia Presia Zabano Par Bi Aboor Hasil Tha Faiz Shaib Ke Chand Famous Kalam Ap Ki Kidmat Main Arz Karta Ho

Naqshay Faryadi*Dashtay Subha*Zindan Nama *Ya Ajib Qayamatain*Na Ho Ke Mar Mitay Hum* Teri Raha Ulfat Main Chupa Dekh*Bara Hai Dard Ka Rishta.

Faiz Shaib Ke Har Kalam Se Qaqiqat Ki Akasi Hoti Hain Faiz Shaib Ek Azim Daraksha Sitara Thay Faiz Shaib Ne Apni Zindagi Maim Jail O Qaid Ki Saza Bi Kati Qk Faiz Shaib Mulk Main Zulom O Sitam Ke Lia Apni Life Main Awaz-E-Haq Buland Karte Hain Aur Apna Qeemti Asasa Humesha Ke Lia Nojanwan Naslo Ke Lia Mahfooz Kar Gay Hakomat Wakat Ne Faiz Shaib Ko Inki Ki Lazawal Kidmat Ke Silay Main Mutadid Awards Se Bi Nawaza Faiz Shaib Ka Ya Kalam Muje Zati Tor Phar Bhot Pasand Hain Lazim Hain Hum Bi Dekhay Gy Wo Ek Din Jis Ka Wada Hain Ya Kalam Aaj Hasbay Hal Dekhaii Deta Ha Dr Allama Iqbal Ke Bad Mirza Galib Aur 3r No Num Par Faiz Shaib Pakistan Ke Bare Poeter Hain Faiz Shaib Mulk Ke Ek Bhot Azim Sarmaya Aur Nayab Asasa Thay Faiz Shaib Ko Tariq Main Kabi Nahi Bolaya Ja Sakta Aur Aaj Nojawan Naslay Faiz Shaib Ki Kitabo Se Mustafid Ho Rahi Hain 20 Nov 73 Aged 1984 Ko Faiz Ahamad Faiz Shaib Ki Zindagi Ka Ya Roshan Bab Hamesha Hamesh Ke Lia Band Ho Gaya
Ya Ajib Qayamatain Ha Teri Raha Guzar Main Guzri
Na Ho K Mar Mitay Hum Na Ho Gi Uthay Hum
 

mohsin noor
About the Author: mohsin noor Read More Articles by mohsin noor: 273 Articles with 244283 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.