Dr Qadri Aur Hakomat Main Mohahida Raddi Ke Nazar

(Mohsin shaikh, Hyderabad sindh)

14 Jan Ka Long March Dr Tahir Ul Qadri Ka Ain Main Islahat Kara Na Aur Far Sooda Nizam Ka Katma Aur Awam Ke Gazab Shooda Haqooq Dilana Tha Dr Qadri Ne Dharne Ke Doran Ya Mutalbat Pash Kiya Hakomat Ko Ke Ain Articles 62 63 Aur 218 Ko Bhal Kiya Jae Aur Election Comissiner Ki Tashkilay Noho Ki Jae Hakomati Arkan Taswish Main Momtila Aur Khof Ka Shikar Thay Idhar Dr Qadri Aur Inki Jan Nisar Lakho Phar Mushtamil Awam Apne Quaid Ke Sath Bethi Islamabad Ki Sakat Tarin Sardi Aur Mosoola Dar Barish Main Be Fikar Hokar Apne Quaid Ke Farman Phr Amal Pera Thi Ya 48 Hour Jari Rhne Ke Bad Thursday Ki Sephar 3 Bajy Hokomati Team Ko Muzakarat Ki Last Date Timing Di Aur Dr Qadri Ne Kha K Aaj Dharne Ka Last Din Hain Aur Kal Dharna Nhi Hoga Aur Dr Qadri Ke Ya Elaan Sun Kar Wazir-E-Azam Raja Pervaiz Ashraf Ne Foran Muzakarti 10 Rukni Team Ko Dr Qadri Ke Bankars Main Beja Ya Muzakarat 4 Bejay Sham Strad Howa Aur 9 Bajy Tak Jari Rhane Ke Bad Ya Teha Paya Ke Hakomat Ne Dr Qadri Ke Tamam Mutalbat Man Lia Aur Fori Tor Phr Wazir E Azam Aur Sader Asif Zardari Ne Mohahida Samri Phr Sign Kardia Aur March Dharna Katam Ho Gya Maine Ya Sub Media Phr Dekha Aur Ya Sub Muje Ek Khel Tamshay Ke Real Bilkul Bi Nhi Laga Qk Suratain Hal Wazay Tor Phr Clear Dekhai De Rhi Thi Aur Ab Hakomat Dr Qadri Ke Mutalbat Phr Kitna Amal Kar Rhi Hain 40% Bi Hakomat Dr Qadri Ke Mutalbat Phr Amal Nhi Karen Gi Aur Apni Had Dharami Phar Qaim Hain Aur Qaim Rha Gi Aur Aaj Assembly Ke Ijlas Ke Bad Ppp K Jiyalo Ne Dr Qadri Ke Mutalbat Ki Mukalfat Ki Aur Qadri Nakam Nhi Ek Kamyab Insan Hain Aur Dr Qadri Ne 23 Dec Aur 14 Jan Ki Awami Takat Se Tabdily Ki Bunyadain Khod Dali Hain Aur Dr Qadri Ki Efford Raigha Nhi Jae Gi Aur Apni Man Mani Karne Wali Mojooda Hakomat Aur Opozition 8 Weeks Aur Apni Man Mani Aur Had Dharami Kar Le Bas.

mohsin noor
About the Author: mohsin noor Read More Articles by mohsin noor: 273 Articles with 246012 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.