Maal Wa Dolat

(Afshan Rahman, Chicago usa)

Mal Or Dolat Jise Insaan Apni Malkiat Samajhta Hay Derasl Ye Allah Ki Malkiat Hay Jo Oos Ne Apne Bandon Ko Amanat Ke Tor Per De Rakhi Hay.Lehza Insan Is Baat Ka Paband Hay Ke Jo Maal Wa Dolat Allah Ne Dee Hay Ose Allah Hi Ke Hukum Ke Mutabiq Istemal Or Kherch Kare.Allah Ne Dono Maamlat Dolet Kamane Or Dolat Kherch Kerne Mein Insan Ko Hoodood Bataden Hein. Dolat Kamane Ke Maamle Mein Allah Subhana Wa Talla Jin Zarae Se Hasil Hone Walee Amadnee Ko Haraam Qarar Deea Hay Woh Ye Hay.!-Rishwet Or Gaseb {Sorah Al Baqarah 188]2-Khiyanat {Sorah Al E Imran 61]3Buth Garee Or But Faroshee[Al Maida 90]4 -[Al Maida 38]Choree Se Hasil Kerna .5-Naap Tol Mein Kami[Tatfeef 13]6-Maal Yateem Ki Haqtelfi Kerke Hasil Kerna [Sorah Alnisa 1 ]7-Joowa Se Hasil Hona Bager Mehnat Ke Jese Lotto[Al Maida90]8 Sharab Ki Teyaree Khareed Farokht Import Export[Almaida 90]9-Fahashi Or Zanna Ka Kaam Se Hasil Hona Wala Mal[Al Noor 19]10 Soodee Karobar [Alimran 30]11 Najoomi Or Jadoo [Al Maida90] Osee Terha Mal Ko Kahan Kherch Kerne Ki Hukum Deea Hay Woh Bhi Waze Tor Per Al Quran Mein Batadeea Hay.!Walden' Aziz' Yateem' Miskeen' Hamsaya Sab Ke Haq Ada Kero[Al Nis 36]Swal Kerne Mangne Wale 'Mazoor Per[ Surah Aza Riyat 10] 3 -Kherz Dena 4- Zakat 5- Sadqaat Ada Kerna..Allah Ne Maal Ko Jama Kerne Se Mana Fermayya Hay Kuch Rakh Ker Take Tum Ko Mangna Na Pare' Tamam Dene Ka Hukum Hay Mal Ko Lockers Mein Na Rakho Na Khud Istemal Kia Na Kisee Ko Deea Ese Na Kero..Israaf Or Kanjosee Dono Se Bachne Ka Hukum Deea Hay..

Afshan Rahman
About the Author: Afshan Rahman Read More Articles by Afshan Rahman: 73 Articles with 213612 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.