Kitab,1 Anmol Rasta

(suman, GUDDU)

Jab Apne Hi Sath Chor Jate Hain To Ye Kitab Hi Hai Jo Humen Dosri Zindagi Ata Karte Hain.Because Jab Rishte Hi Khatam Ho Jate Hain To "Insan" 1 Zinda Lash Ke Manad Ho Jata Hai. Magar Jise Maqsadiyat Ki Roshni Darkaar Hoti Hia Na To To Wo In Kitabon Ke Taraf Rukh Karte Hain. Because Yahi Unhen Zindagi Ki Nai Umang Dete Hain Aur Sub Se Pehla Kitab To Humara "Quran Majeed"Hai.

Jo Bhole Aur Bhatke Hue Insanon Ko Rahe Rasat Par Lata Hai Aur Ache Bure Ki Tameez Sikhlata Hai  Magar Ye Jo Rishte Hain Wo Bhi Khoon Ke Rishte Chor Jae To Asei Dhoop Milti Hai Ke Insan Is Mein Jhils Kar Reh Jata Hai Aur To Sub Khush Khush Zindagi Guzar Rahe Hote Hain Jubke Ye Insan Andar Se Is Tarhan Toot Phoot Jate Hain Ke Unhen Zindagi 1 Aziyat Mehsoos Hoti Hai Aur Wo Bhole Se Bhi Muskera Nahi Pate Lekin Jab Wo In Kitabon Ka Rukh Karte Hain To Inhen Ko Sub Kuch Pata Chal Jata Hai Ke Darhakeekat Duniya Mein Rishte To Kaam Ate Hain Lekin Akhart Mein Sirf Apne Hi Amaal Kaam Ate Hain Aur Phir Is Tarhan Buhat Se Insan Apni Zindagi Ke Tarf Lot Kar Apni Bholi Hui Manzil Ko Palete Hain And Aese Hi Insan Pher Apni Zaindagi Mein Kamyab Hote Hain..............

And Last Mein Ye Kehna Chati Hoon Ke Kitab Insan Ka Behtreen Dost Hai Jo Kabhi Insan Ko Dhoka Nahi Deta And Meri Bhi Books Best Friends Hain Wo Bhi Buhat Mein Books Se Buhat Muhabbat Karti Hoon And Karti Raho Gi...............InshAllah..........
 

.
About the Author: . Read More Articles by .: 11 Articles with 100560 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.