Maa Ki Mohabat

(Rida Jaffri, karchi)

Dunya Me Bht Si Mohabate Hai Aap Sb B En Mohabat Se Wakif Hnge Q K Zindagi Me Mohabat Ek Eci Cheez Hai Jo Insan Ko Bnati Hai Uska Sath Deti Hai Uska Hosla Bnti Hai Uski Pehchan Bnti Hai ....... Dunya Me Eci Mohabate Bht Hai Jece Ek Bap Ki Beti Se Mohabat Ek Bhai Ki Behn Se Ek Mamu Ki Bhanji Se Ek Bivi Ki Shohar Aur Sb Se Badi Aur Misali Mohabat Maa Ki Aulad Se Mohabat ................. Ye Mohabat Ek Eci Hai Jska Koi B Reward Nhn Maa Apne Hr Buche Se Ek Jci Mohabat Krti Hai Chahe Uska Buche Use Mohabat Kare Ya Na Kare Mgr Maa Apne Us Buche Se B Behd Mohabat Kregi .... Kbi Soucha Hai K Maa Kya Hai ?? Maa Kya Kr Skti Hai ?? Maa Kya Nhn Kr Skti ?? Ye Bate Itni Value Nhn Rkhti Mgr Kbi Souche To Hme Maloom Ho K Maa Kya Hai Maa Ki Ehmiyt Hmari Zindagi Me Ktni Hai Hm Maa K Bhagair Adhure Hai .... Khuda Ne Maa K Pairo Me Janat Di Hai Aur Hm Janat K Lye Bhatkte Phrte Hai O Bewakufo Apni Maa Ki Khdmt Kro Janat Khud Tme Mle Gi ...... Maa Ki Hr Bt Manoo Maa Se Kbi Ounchi Awaz Me Bt Na Kro Maa Pe Ghussa Na Hoo ...... Kbi Kbar Maa Pe Ghussa Ata Hai K Ye Kya Ami Woh Kya Ami Mjhe Ye Mhm Krna Ye Nhn Pehena Mjhe Apki Bt Nhn Mani Ye Sb Hme Kehna Ktna Assan Hai Mgr Kbi Souche K Us Maa Pe Kya Guzarti Hngi Jb Hm Ece Bolte Hnge ...... Maa K Sth Hmara Rishta Sb Se Pehle Hota Hai Phr Duniya Me Ake Hme Baap Ka Rishta Mlta Hai Phr Sbka ..... Maa Hme Ktni Tkleefo Se Paida Krti Hai Apni Jaan Ki Prva Kiye Bhagair Hmara Akele Khayal Rkhti Hai Hmare Paida Hone Se Pehle Hm Kbi Maa Ka Shukriya Ada Nhn Krskte Hmm Kbi Jaan B Nhn Skte K Hmari Maa Hme Ktna Pyar Krti Hai Ek Wqt Me Apko Sb Chrh Denge Mgr Maa Ek Eci Hai Jo Us Wqt Pe Hmara Sath Nhn Chore Gi Jb Hme Sb Se Dant Pitti Hai To Hme Hmari Maa Bachati Hai K Uske Bucho Ko Koi Kuch Na Kahen Ha Use Keh Le Mgr Bucho Ko Nhn Aur Es Bt Ka Ehsas Hme Tb Hota Hai Jb Hm Khud Maa Bnte Hai ....... Kuch Maa Eci Hoti Hai Jo Apne Buche Ko Paida Krne Me Apni Jaan Kho Bethti Hai Aur Hme Pta B Nhn Chlta K Hmari Maa Ne Hm Pe Ktna Bada Ehsaan Kra Hai Bs Ek Maa Hai Jo Hr Pl Hr Lmha Apke Sath Hai Apni Maa Ko Khoob Pyar Kare Unka Khayal Rakhe Aur Koshish Kare K Kbi Unko Takleef Na Dee Aur Duaoun Me Maa Ko Hmesha Yad Rakhe ........

Rida Jaffri
About the Author: Rida Jaffri Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.