JAMURIYAT K MAH

(WASHMA KHAN, MOSCOW)

Jamuriyat K Mah Nusrat Butto Jo Ub Hum Mae Nahi Ek Aisi Kahton Awal Jus Na Jamuriyat K Bunyad Raki Un Kam Un Hummat Our Karname Humare Le Ek Misal Hae Aisi Humat,Bahder,Naram Dil K Kahtoon Awam Ka Dard Kareebo Ka Dar Le Ek Suchi Kahtoon Pakistan K Le Ek Misal Hae Aisi Kahtoon K Karname Ek Se Barh Ker Hae.

Un K Hummat Saber Allah Na Ahsa Deya K Humare Le Roshan Misal Hae Pehla Sadma Aapne Husband Ka Uhtahya Our Jamuriyat K Le Aapne Chut Chut Bachoo K Saat Us Jamuriyaat K Le Kam Ker Te Rahi Un Kareebo K Lee Bout Kuch Keya Kabi Kisi K Saat Ghuse Mae Nahi Dehka Un K Misal Ek Bout Saber Our Baato Ko Suna Aam Insain Be Ahsani Se Ja Ker Mela Ta Ye 70 Cilfton K Misal Te Kareeb Insain Ahram Se Melta Ta.

Laken Halat Ne Un Ke Saat Bout Beinsafi K Pehlay Husband Qurban Keya, Pier Ek Beta Us Ke Bad Dusra,Our Pier Baiti Bi Itne Ghum Dil Mae Chupey Dard Chupey Us Dunya Se Ruhksat Ho Ge Jo K Shahyat Ub Koe Aisa Leader Un Jasa Ho He Nahi Sakta Na Ho Ga,Un K Tabeyad K Tandy Chaho Logo K Le Ek Saya Te Laken Un Ko Un He Party Se Dhoor Ker Deya Islami Jamurat Pakistan Ko Chahe K Un K Kam Our Un K Le Specal Award Un K Naam Ka Hona Chahe Tha K Pakistan K Sari Aurto K Le Ahsa Ho Un K Naam K Jahge Honi Chahe, Un K Yaado Ko Our Un K Shakes Humare School K Subject Mae Shamil Honachae Thky Bacho K Le Un K Saber Humat Jurat Un K Kam Ko Bache Jub Pare Ge To Un Mae Ek Shock Jazba Bada Ho Ga Ye Pakistan K Taraky K Le Ek Ache Misal Ho Ge.

 وشمہ خان وشمہ
About the Author: وشمہ خان وشمہ Read More Articles by وشمہ خان وشمہ: 317 Articles with 432351 views I am honest loyal.. View More