Pakistani Culture

(Zunaira, Sialkot)

Aaj Ka Dour Ye Jaa Raha Hai K Ham Apny Bacho Ko Dosro K Nakal Kartey Dekh Kar Khush Hotey Hain. Diffirent Language Boltey Dekh Kar Proud Feel Kartey Hain. Her Wo Fashion Kartey Dekh Kar Khush Hotey Hain Jo Hamre Barey Kabhi Kisi Zamney Mein Ezat Ka Masla Bana Liya Kartey They.  Aaj Ham Khud Apny Bacho Ko Eysa Kartey Dekhtey Hain Aur Sekhatey B Hain.

Bahut Sari Famileis Eysi Dekhi Gai Hai Jo Apny Bacho Per Rook Took Ko Khud B Bura Samajtey Howey Ye Keh Kar Baat Daal Detey Hain K Ham Parhey Likhey Loog Hain.  In Bato Sey Kuch Farak Nahi Parta.  Bacho Per Be Ja Rook Took Manfi Aasrat Muratib Kartey Hain.  Bilkul Theek Main Ye Nahi Kehti K Eysa Nahi Hota Bilkul Hota Hai. Per Ek Baat Jis Ki Taraf Main Aap Sub Ki Tawaja Delana Chaho Gi. Kiya Ham Logo Ney Kabhi Apny Bacho Ko Ye Bataya K Ham Kon Hain? Hamara Culture Kiya Hai? Humein Apny Bacho Ko Achi Buniyad Deny Ki Zarorat Hai Wo Buniyad Jo Hamarey Baro Ney Hamein Dey Wo Limits Jo Hamare Barey Humein Batatey Aey Hain. Apney Bacho Ko Etni Taraqi Kartey Dekh Kar Her Maa Baap Khush Ho Ga. Per Us Waqt Jab Bachey Es Taraqi Mein Apni ;Assal Buniyad Ko Na Bhool Jaey .  Aur Hamari Buniyad Hai;Hamara Mulak Hamara Culture

Zunaira
About the Author: Zunaira Read More Articles by Zunaira: 3 Articles with 4377 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.