Shabe Meraj Or Shabe Barat Farq Kasa?

(NoorulAan Noorani , karachi)

Shab _E _Maraj Or Shab_E _Barat Me Farq Plz Note Karay .

May Apnay Room May Tea P Re The K Magrib Ka Time Hogaya Namaz Pare Or Jab Wapise Loote To Dekha Cell Phone Zor Zor Se Dharak Raha Hai Inbox Dekha To Full Tha Khair Read Kar K Messege Delete Ka Socha To Ya Kia Ek K Bad Ek Messege Or Wo B Ek He Lakin Bhajnay Walay Aunty Uncle Bahi Behan Dost Sab To Read Kia Pata Chala 27 Rajab Hai Or Mafi Nama Or Sorry K Messege Hai K Pleas Humay Maff Karday Ager Humnay Koi Dill Azare Ke Hoo Pata Nahi Kia Kia Chalay Loogo Ko Ek Bar He Sahe Maffi Ka Khyal To Ata Hai Hum Bhot Khush Howay Abhi Hum B Isko Agay Pass Karty K Humnay Dakah Ajj To Shabe Maraj Hai Shabe Barat To Nahi Ya Kia? Hum Ma Se Zada Ter Log Ya Samjhty Hai K Shab _E_ Meraj May Humara Nama E Amaal Likha Jata Hai Or Hum Ek Dosray Ko Mafi Talafi K Messege Bhaj K Hum Ya Samjh Bethty Hai K Apna Farz Pura Kar Dea Or Messeges K Line Lag Jate Hai Achi Bat Hai Ebadat Kary Mafii Mangay Ek Dosary Se Per Ya To Jan La K Kes Raat Ke Kia (Value) Ehmiyat Hai Janab Mary Aziz Muslmanoo Shabe Meraj 27 Rajab Ko Ata Hai Jab K Shabe Barat 15 Shban Ko Shabe Meraj Me Muhammad S*A*W Ko Meraj Mili Allah Na Appnay Mehbob Ko Appnay Pass Bolaya Jannat Ke Ser Karwai Dozak Dekhai Namaz Ka Tofa(Gift) La Kar Humary Piyary Sarkar S*A*W Wapise Tashrif Liay Ya Mehboob Ke Dosry Mehboob Se Mulakat Ki Raat The Or Ya Raat Manai Jate Hai Jate Rahay Ge Ebadat Ka Ek Nadir O Nayab Tofa . Jabk Shabe Barat Me Nama _E_ Amal Likhe Jany Wali Kitab Band Kar Dee Jate Hai Nahe(New) Kholi Jate Hai Or Likha Jata Hai K Kitnay Log Is Saal Jiya Gay Kitno Ke Wapse Hai Kon Dunya May Ay Ga Kon Duniya Se Jay Ga Ebadat Ke Ek Or Raat Allah Ko Razi Karnay Ke Raat .Mukhtaser Ya K Koi B Messege Send Karnay Se Pehlay Tasdek Karlay K Ko Agay Jara Hai Wo Sahe Hai Warna Wahe Delete Kar Day Or Allah Allah Khair Salla To Please Mujhy B Duwao May Yad Rakhya Ga Or Khub Ebadat Kary K Allah Humse Razi Hojay Humara Dost Ban Jay K Uske Doste K Bad Kesi Or Ke Doste Ke Zarorat Nahi Parte Article Read Kary Or Dosto Ko Behan Bhaio Or Bachoo Ko Farq Clear Kary Thank U Duwa Ke Talib.

Noorulaan Noorani
About the Author: Noorulaan Noorani Read More Articles by Noorulaan Noorani: 20 Articles with 69348 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.