Chatpati Finger Fish

(NoorulAan Noorani, Karachi)

Humarhy Kuch Mehman Karachi Ay Bohat Din Bad Too Sub Nay Fasla Kia K In Ko Sea Side Par Lay Kar Jaya Jay Wasay B Ager Koi Karachi Ay Or Usnay Sammander K Pani May Paooo Na Bhigoy To Ki Faida Karachi May Ghoomnay Pheernay Ka*Kher Janab Humlog Gay Sea Side Par Jab Puchy Waha Too Khoob Enjoy Kia Jasay Karachi Walo Ke Tara Lahor May B Pani Na Ta Hoo Par Bat Galt Hai Pani To Serif Karachi Ke Kismat May Nahi Itna Sammander Appnay Daman May Laynay K Bawajood Kher Bhai Kia Batay Hum To Ek Tarf Hogay Or Hanmary Mehmano Ka Raaj Chalta Raha Pani Par.

ALLAH ALLAH Kar K Unko Pani Say Bahar Nikal K Kuch Khany Ka Bandobas Kia Jay Program Itni Jaldi Banaya Tha K Kch Lahe Na Sakhy Abi Hum Soch He Rahy Thy K Kia Khaya Jay K Maza Ajay Too Humy Ek Fish Wala Nazer Aya Hum Khooshi Say Jhoomay Or Sub Ko Boolaya K Aoo Kuch Khaly Humary Too Zaban Say Pani Bhenay Laga Jab Humnay Chat Pati Fish Dekhy Too Malom Howa Finger Fish Hai Wa Janab Jab Usko Khaya To Jasay Essay Achi Fish To Kabi Life May Khai Nahi Thee Sub Nay Khub Dill Laga Kar Kharach Kia Mazy Say Pate Puja Kee Or Khoob Enjoy Kar K Gher Agay Ab To Hum Ko Adat Pagae The K Jab Huamy Pata Chalta K Koi Sea Side Jara Hai Hum Zaroor Finger Fish Mangwathy.


Ek Din Hum Class May Behthy Appni Dosto Ko Bata Rahy Thy K Finger Fish K Chatkhary To Humari Sir Room May Agay Unka Topic Tha Fish.Parathy Parathy Sir Yasir Nay Kha K Student Ajj Kal App Log Jo Finger Fish Khath Hai Wo Darasal *Dog Fish Hai Jes May Bone Nahi Hote Or Wo Ba Assani Finger Ke Tara Kati Jate Hai Ya Fish Sehat K Liya Moozer Hai Qk Ess May Khaseyat Hote Hai K Ya Apana Urine Apni Body May Jabz Karlate Hai Essi Waja Say Esko Chatpata Banaya Jata Hai * Sir Bolrahy Thy Or Hum Boot Bany Beythy Thy Humari Sub Friend Hamara Mhooo Dekh Rahi The Marthy Kia Na Klarthy Hum Khamushi Say Uthy Or Gher Ke Ra Li Q K Ab Humay Hemmat Nahi The K Hum Dosto Ko Finger Fish K Barhy May Bata Thy Gher Ja Ker Jo Humari Halat Hooi Wo Hum Bata Nahi Sakhthy App He Sochlo ***********

Noorulaan Noorani
About the Author: Noorulaan Noorani Read More Articles by Noorulaan Noorani: 20 Articles with 69282 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.