Tableegh e Deen

(Afshan Rahman, chicago usa)

Asalaa Alekum Aaj Mein Jis Baat Ko Zarooree Samjhtee Hoon Woh Deen Ki Tebleegh Hay .Aaj Ka Ek Muslim Jo Khud Ko Muslim Kehte Hein Kia Woh Ye Baat Jaante Hein Keh Jo Kuch Deen Ke Baare Mein Woh Jaante Hein True Hay Ya Kabhi Ghor Kiaa Ke Aaj Hamara Mashra Jis Baat Ko Apna Rae Hein Woh Deen Ke Mutabiq Hay.Ab Ye Janne Keh Lia Hum Ko Sahi Raasta Chae Woh Kese Hasil Hoga Janab Woh Sirf Quran Ki Meaning Or Tefseer Se Hi Patta Chalega. Ummah Mohammad Salal Lah Wsalam Ki Ye Zimadaree Hay Keh Pehle Quran Ko Parhe Or Doosron Ko Bhi Perhae.Mene Jub Tefseer Parhee To Jana Keh Hum Srf Ye Samjhte Hein Ke Arabic Mein Perhker Hum Sub Kuch Jaan Gae Hein Keh What Is The Massage Of Allah Wa Subhana Wa Talla.Or Hum Dunya Mein Enjoy Kerne Naee Aae Hein We Have To Give The Answers Jo Hum Ne Aammal Kia Hay. Logon Ko Batana Zarooree Hay Keh Namaz Is Most Important For Islam. Without Namaz Deen Is Incompelete. Papers Per Likh Ker Logon Ko Den Aam Logon Ko Bataen .Tableegh Deen Karen.Allah Hafiz

Go To The Web Side Farhathashmi.Com For English And Urdu Tefseer Quran

Afshan Rahman
About the Author: Afshan Rahman Read More Articles by Afshan Rahman: 73 Articles with 213716 views Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.