Kahani....

(Rabiya Ahmed, Karachi)

Ek Asehi Kahani Jis Me Sb Kuch Thk Hota Ha Likin Koi Kisi K Sath Nai Deta Or Har Shkhs Dosre Shakh Ko Yh Ehsas Delata Hai K Woh Ghalat Hai Or Woh Jo Kar Rahe Hai Woh Bhi Ghalat Hai Akhir Aj Kl K Zamane Me Kn Kisi Ki Sunta Hai Bus Sb Apni Suna Dete Hai Or Tanqeed Kar Kar K Yh Ja Woh Ja Phir Kn Kis Ko Pouchta Hai Jb Koi Barbad Hojata Hai Kn Kisi K Liye Khushiyan Lata Hai Jb Koi Muskurana Hi Bhool Jae Kn Kisi Ka Bhaala Chahta Hai Yh Door Tw Asa Hai K Jo Hum Bol Rahe Hai Woh Karo Chahe Tumhare Liye Bura Hai Ya Acha Bus Karo Q K Aj Kl Bhi Larki Ko Janwar Se Km Nai Samjha Jata Hai Wohi Dukh Wohi Pareshani Jo 1400 Saal Phele Thi Woh Aj Bhi Hai Aj Bhi Kia Kisi Aurat Ki Izzat Mehfooz Hai Kia? Koi Larki Ya Koi Aurat Ankh Utha Kar Jee Sakti Hai? Nai Bilkul Nai Ya Tw Woh Log Jeete Hai Jin K Pas Khoob Paisa Ho Ya Phir Woh Log Jin K Pas Kisi Kism Ki Takat Ho. Kaha Gaya Ek Gareeb Or Aam Admi Kahin Nai Bus Apne Ghr K Kone Me Chupe Betha Ha K Kahin Usko Kisi Or Pareshani Ka Samna Nai Karna Par Jae.
 

Rabiya Ahmed
About the Author: Rabiya Ahmed Read More Articles by Rabiya Ahmed: 4 Articles with 3028 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.