Home » Blogs »

آزادیِ اظہار یا آزادیِ دل آزاری؟ فیس بک!

گزشتہ کچھ عرصے سے تمام دنیا کے مسلمانوں کو مختلف طریقوں سے نشانہ بنایا جا رہا ہے اور ان کے احساسات کو مجروح کیا جا رہا ہے ایسا ہی ایک طریقہ ڈنمارک سے شروع ہوا۔ جس میں ایک گستاخ کارٹونسٹ نے ہمارے پیارے نبی حضرت محمد صلی اﷲ علیہ وآلہ وسلم کے گستاخانہ خاکے شائع کر کے تمام مسلمانوں کے دلوں کو ٹھیس پہنچائی۔ اب یہ سلسلہ چلتے چلتے ایک بین الاقوامی سوشل نیٹ ورکنگ کی ویب سائٹ فیس بک تک آ پہنچا ہے۔ جس پر اسے ایک مقابلے کی شکل دی گئی ہے اور اپنے یوزرز سے اس خاکوں کے مقابلوں میں شرکت کے لیے کہا گیا اور ساتھ ہی اس پر پیغام دیا گیا ہے کہ “اس مقابلے کا مقصد کسی کی دل آزاری کرنا نہیں ہے“ اور یہ پیغام آویزاں کر کے سمجھا جا رہا ہے کہ اب متعلقہ سائٹ تمام اخلاقی ذمہ داریوں سے بری الذمہ ہے۔ پاکستان میں اس ویب سائٹ پر رواں ماہ کے آخر تک عدالتی حکم کے تحت پابندی لگا دی گئ ہے۔

فیس بک کا یہ عمل کیا واقعی آزادیِ اظہار ہے یا پھر آزادی دل آزاری؟ آپ اس بارے میں کیا کہتے ہیں؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
ham iske sakht khilaf hen ye hamare nabi khuli hui tauheen hai
muzaffarashrafi, nagaur Thursday, May 27 2010
a.a agar fb band ho jay to is ka matlab nahi kay rabtay hi cut gay. khuda ki rah main qurbani karne walon ko kabhi mayosi nahi hoti.aik darwaza band ho ga to hazaroon khulain gay inshALLAH.aur hamare pyare nabi(S.A.W) to sab say pehlay hain hamare liay.
nisha, germany Thursday, May 27 2010
asslam-e-alikum tamam islami mumalike aike hojaen
ajmal, mirpurkhas Thursday, May 27 2010
salam 2 all....... fb block karne se i think iska hal nai nikle ga ..... is k liye humko uper ki sahta pr ja kar prob ko handle karna ho ga fb block ho jae gi unka koi nuksan nai ho ga...... un k over all puri world main boht zayada users hain yeh jo concept hai k unko hamari waja se nuksan ho ga tu bilkul ghalat hai......... i think sabar se kam laina ho ga yahan par aur jis tarha ka khel woh khel rahay hain un k level par ja kar unko jawab daina ho ga.... may b i m wrong..:)
qurat, karachi Thursday, May 27 2010
salam, yeh sarasar musalmanon ki dil azari hai... humen aik ho jana chahiye... adliya ne aik bahot acha faisla kya hai...
urooj ahmed, norway Thursday, May 27 2010
Mosalmano ab tu jag jao. Rasool ki khatir jan b quarban.
ayube, karachi Thursday, May 27 2010
facebook pe pakistan main lifetime ban lagna chahye... lakin ussay few days kay liye open krain ta keh hum apnay accounts deactive kr skain....
nasir, rawalpindi Thursday, May 27 2010
Assalam O ALaikum brothers & sisters, maghrib or islam k dushman log har dafa kuch na kuch aisa kartay hain jissay hum muslims ki dil azari balkay hum tarap kar rah jatey hain laikin bawajood intehai hasrat k kuch kar nahi patay. mery khayal say is ka hal yeh hai kay hum aik koom ki haisiyat say nahi sochtay ya kartay aur hamary hukmran to bas ALLAH hi hafiz hay unki be-hissi ka. halankay woh iss position par hay k unki baat poori dunya mei sunni jaa sakti hay, sirf himmat ki zarrorat hay jo shaid un mei nahi hay. aiye hum sab yeh soch lain kay ab in begairat aur be-hiss hukmrano ko kabhi na chunnay (vote day). bas ab boht ho chuki humay jagna ho ga nahi to iss say bhi ghalat harkatay woh log karay gay. ALLAH hum sab ko himmat, aur taufeeq day aur islami mind walay insaan ko pak ka hukmran banaye Ameen
Muhammad Waseem, Kuwait Thursday, May 27 2010
hamay na sirf face book ka balkay tamam ghair ikhlaqi sites ka bycot karna chaiyai and in countries kay product ka bhi bycot karain
zeeshan ansari , peshawar Thursday, May 27 2010
hum chahtay hain k faceboook kabhi bhi na cahalay
quazi, karachi Thursday, May 27 2010
salam to all , mainne to jab is baray main suna k hamaray pairay nabi hazrat muhammad (S.A.W) KI IS TARHA BAY HURMATI KI GAYE HE MUJHAY TO BOHAT GHUSA AYA MERA DIL KARTA HE K MAIN ZARDARI KI JAGA HOTA TO MAIN IN SB ISLAM K DUSHMANO KO MAR DETA SAB SA PEHLAY AMERICA OR INDIA KO OR JO B ISLAM K DUSHMAN HEN US KO .zardari ko dub k mar jana chahya k aisa ho raha he or wo kuch nahe kar raha shame on zardari
sajid, lahore Thursday, May 27 2010
عشقِ نبی صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کا تقاضہ تو یہی ہے کہ نا صرف فیس بُک کا بائیکاٹ کیا جائے بلکہ ان کُفار سے تجارتی بائیکاٹ بھی از بس ضروری ہے اپنے چہرے لباس اور کلچر سے بھی ثابت کیا جائے کہ ہم واقعی اِن کُفار بد اطوار سے بیزار ہیں
ISHRAT IQBAL WARSI, m Thursday, May 27 2010
HEAR ISLAMIC BROTHERS & SISTERS
ASSLIAMU-ALIKUM
HOW ARE YOU.
PAKISTANI GOVERNMENT THE CLOSE & STOP THE FACE BOOK ON INTERNET.
THIS DECISION IS VERY GOOD FOR ANY MUSLIMS.
MUHAMMAD ASHRAF SHAHZAD, LAHORE Thursday, May 27 2010
atleast kisi baat par to stand liya hai hamari govt nai but it is a a good start from our govt and i hope so k tamam young generation facebook ka strictly bycot karain
ADNAN, karachi Wednesday, May 26 2010
فیس بک پر حکومت نے پابندی لگا کر بہت اچھا کیا اس پر بلکل پابندی لگ جانی چاہیے تاکہ آئندہ پھر کسی میں ایسی حرکت کرنے کی ہمت نہ ہو۔
سعداحمد , Karachi Wednesday, May 26 2010
Face book par kuch din nahi balke forever restriction lag jani chahiye. Kiyunke jo harkat unhon ne ki he wo kisi soorat bhi qabile qabool nahi.
Amir Ali Meeran, Lahore Wednesday, May 26 2010
facebook block is very nice and best
ADNAN ali, lahore Wednesday, May 26 2010
IT IS THE TIME TO STAND COLLESTIVLY & DO SOMETHING FOR OUR ISLAM BCZ UNITED TO STAND & DIVIDED TO FALL. WE ARE DO EVERYTHING AGAINST THESE BLOODY ENEMIES
SANA, lahore Wednesday, May 26 2010
facebook ko block karnay se kia hamay faida hoga?.......agar istarah hum in searching engins ko block karta rahain ga to ahasta ahasta hum pori dunya se monqata ho jain ge
ali ahmad jan, hunza,karimabad Wednesday, May 26 2010
بھائیوں اب وقت آ گیا ہے کہ ہم سب مل کر کچھ کریں اس طرح ویب سائٹ بند کرنے سے بہتر ہے کہ ہم ان ممالک کی تمام اشیاء کا بائیکاٹ کریں جب ان کی معیشت تباہ ہو گی تو وہ خود باز آئیں گے۔
junaid, karachi Wednesday, May 26 2010
Displaying results 41-60 (of 200)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9 - 10First « Back · Next » Last