Home » Blogs »

استعمال شدہ کمپیوٹرز پر پابندی۔۔؟؟

پاکستان میں استعمال شدہ اشیاﺀ کی خرید و فروخت کا رجحان بہت زیادہ ہے اور اس کی بنیادی وجہ یہاں غربت کا پایا جانا ہے- ان اشیاﺀ میں استعمال شدہ کمپیوٹر سرفہرست ہیں مگر حال ہی میں شائع ہونے والی ایک خبر سے ایسا محسوس ہوتا ہے کہ حکومت یہ آسانی بھی عوام سے چھین لینا چاہتی ہے-

اس خبر کے مطابق صدر مملکت آصف علی زرداری نے وزارت انفارمیشن ٹیکنالوجی و ٹیلی کام کو ہدایت کی ہے کہ استعمال شدہ کمپیوٹرز کی درآمد پر پابندی کے حوالہ سے سمری ارسال کی جائے۔ اس سلسلہ میں کمپیوٹرز صارفین اور کاروبار کرنے والوں میں شدید تحفظات کا اظہار کیا جارہا ہے۔ ذرائع کے مطابق استعمال شدہ کمپیوٹرز کی درآمد پر پابندی کے حامی حلقوں کے مطابق ایسے کمپیوٹرز کی درآمد سے توانائی کا زیادہ استعمال اور ماحولیاتی مسائل پیدا ہو رہے ہیں۔ جبکہ اس تجویز کے مخالف حلقوں کے نزدیک ایسا کرنے سے غریب اور متوسط طبقے کو کمپیوٹرز سے محروم کردیا جائے گا۔

اب حکومت کے اس اقدام کو آپ کس نظریے سے دیکھتے ہیں؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
bas kardo bas bas kardo bas ap samajhdar hain samajh rahe honge ma kise keh raha hoon
Muhammad Atif, Karachi Tuesday, April 13 2010
Is tarha ki policy se pakistan kabhi technical field kamyab nahi ho sake ga
Muhammad Atif, Karachi Tuesday, April 13 2010
Salam is topic par yhe bolon ga k zardari hum say sab kuch le le ga na bajle rahe gi na pani sab kuch barbad karde ga zardari aik zardari sab par bhari khuda hafiz
Hussain, Karachi Tuesday, April 13 2010
hamare saddar sahab pakistan ki awam se jeene ka haq chenna chahte hain ,, agar onka bus chale ga to wo yaha gareeb ke bacho ka school jana band karade ge.....haal hi me sugar ka bohran raha,,, or inki apni behn shugar export karti rahi,, or mulk k logo ko marte jarai hain,,,, hame aisa paisa nahi chahye jo yaha k ghareeb admi k pait pe lat mar k kamaya jae,, aise pakistan ka kia faida jaha ghareeb road pe marte hain,, or bache maket me bikte hain,,,,jab hazrat umar farooq R.A k dor me kehat para to os wakt hat katne ki saza khatam kardi gai....lekin yaha k hukmran ka sunye kehte hain ::ham apni karkardagi se mutmain hain::or ye amal is wakt sirf ghareeb k bache se ilm se dori karne ki wajah se kia jaraha hai,,,,apne bacho ko dekho zardari sahab
usman, karachi Tuesday, April 13 2010
mein kehna chaho ga k yeh sara sar nainsafi hai garib logo k liyeh computer band horha hai new computer k liyeh bohat rupey chahye hotay hain jo k garibo k pass nahi hotey hain is liyeh used computer band na kiyeh jaiy
danish shah, karachi Tuesday, April 13 2010
Buy the used computer it is accessible for every one specially for middle class. we protest that please please.. remove the this ban.....
Shabbir Ahmed, Karachi Tuesday, April 13 2010
serf awam ko lotne ki sazish hai or kuch nahi
zahid, karachi Monday, April 12 2010
Yeh haqomat he bakwas hy ... sab kuch cheen rhi hai awam say aur kehty hain awami haqomat hay ... in ka ALLAH he hafiz hy ... ALLAH inko hedayat dy bus yehe kah saqty hain .
umair , Rahimyarkhan Monday, April 12 2010
assalam o alaikum
ALLAH se daar zardari to ab gaya kam sa
zaigham abbas, kam tin Monday, April 12 2010
Zardari ka Bus chalain to woh awam ka kapray utra la.
Rafiq, Multan Monday, April 12 2010
Aslaam-o- Alaikum, Sir Asif Ali Zardari Sahib ye bohat bara zulam kar rahay han. Pehlay to inhain pabandi nahin lagani chahiya thi, agar lagai hay to phir inhen new computers free denay chahiyain. kyun k greeb logon k leay new computers khreedna bohat mushkil hai. Ye meri request hay ya pabandi khatam karain ya apnay account se ghareeb logon main naye computers ki khairaat karain.
Muhammad Nasir, Layyah Sunday, April 11 2010
hakoomat nay gareeb awam ko khatam karnay ki kasam khai hai.
tauseef aslam, dubai Sunday, April 11 2010
its very good idea because major problems of our country belong to inproper use of computer an other idea i want to give to administration to issue license of computer
Tauseef, sukkur Sunday, April 11 2010
ye pabandi bilkul nahi honi chahye kyun K is se ameer ka bachcha to computer chalana sekh lay ga magar gharib ka bachcha nahi sekh sakta jase aaj kaal mobile ameer ho ya gharib har fard ko mobile chalana aata hai lehaza agar computer aam hon gay to taleem bhi aam ho gi............
mak, karachi Saturday, April 10 2010
hamara mulk wesy he IT may pechay tha waja yeh nahi kay talent kam hai, waja yeh kay paisy kam hain talent ko polish karnay kay liye, ab jab kay purany computer logon ki phunch mai any shuru hoye aur IT may kam shuru howa to low level computer per pabandi taky phir aik fasla qaim ho jaye IT aur Pakistani Students main Tawanayi kam hay to apny daftaroon may say A.C nikal do Alodgi hai to jaga jaga kachray kay dehr hain unhein saf karen balky shehar min sabza he laga do purany computer par pabani lagany say kya tawani ka buhran hal ho jaye ga Mahool behtar ho jaye ga Agar computer kay khuch side effect hain to faidy bhi to kitnay hain lot of them, Dawai bhi to khuch side effect rakhhti hai kya hum use nahi karty is liye kay us kay side effect kam aur faidy zada hain.
zohaib saleem, Karachi Saturday, April 10 2010
purany computer par pabandi tu ek bhana hai asal maqsad kuch aur hai aap samajdar hain khud samaj jaen k main kiya bolna chahta ho
imran TARZAN, karachi Saturday, April 10 2010
یہ عوام کو لوٹنے کی سازش ہے
sami, Nushki Saturday, April 10 2010
Jesa k hum sub jante hain k ye peoples party k nam se hakomat ha jab k sub log zardari gang k hain . Or ye awam k tamam tahufuz cheen lena chahte hain nahayat he badtarin fesla ha . In logo ko to chahye k ye awam ko relief de bajaye is k ye sara chain cheen rahe hain . Ab to is mulk ka KHUDA he muhafiz ha .( AMEN )
Alven John, KARACHI Saturday, April 10 2010
ye papandi nahi honi chahiye kiyon k pir ghareeb log computers nahi estemal kar saken ge aur ghareeb log computer science me parhai b nahi kar saken ge
hezbullah Shah, Bannu, Khyber Pakhtunkhwa, Pakistan Saturday, April 10 2010
bus ye log ghurbat ki bajay gharibon ko khatam karnay ki policy per amal para hain.ALLAH inhen hidayat de.
abdul rehman, bahawal nagar Saturday, April 10 2010
Displaying results 141-160 (of 200)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9 - 10First « Back · Next » Last