Home » Blogs »

استعمال شدہ کمپیوٹرز پر پابندی۔۔؟؟

پاکستان میں استعمال شدہ اشیاﺀ کی خرید و فروخت کا رجحان بہت زیادہ ہے اور اس کی بنیادی وجہ یہاں غربت کا پایا جانا ہے- ان اشیاﺀ میں استعمال شدہ کمپیوٹر سرفہرست ہیں مگر حال ہی میں شائع ہونے والی ایک خبر سے ایسا محسوس ہوتا ہے کہ حکومت یہ آسانی بھی عوام سے چھین لینا چاہتی ہے-

اس خبر کے مطابق صدر مملکت آصف علی زرداری نے وزارت انفارمیشن ٹیکنالوجی و ٹیلی کام کو ہدایت کی ہے کہ استعمال شدہ کمپیوٹرز کی درآمد پر پابندی کے حوالہ سے سمری ارسال کی جائے۔ اس سلسلہ میں کمپیوٹرز صارفین اور کاروبار کرنے والوں میں شدید تحفظات کا اظہار کیا جارہا ہے۔ ذرائع کے مطابق استعمال شدہ کمپیوٹرز کی درآمد پر پابندی کے حامی حلقوں کے مطابق ایسے کمپیوٹرز کی درآمد سے توانائی کا زیادہ استعمال اور ماحولیاتی مسائل پیدا ہو رہے ہیں۔ جبکہ اس تجویز کے مخالف حلقوں کے نزدیک ایسا کرنے سے غریب اور متوسط طبقے کو کمپیوٹرز سے محروم کردیا جائے گا۔

اب حکومت کے اس اقدام کو آپ کس نظریے سے دیکھتے ہیں؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
sadar asif alir zardari bhi jo PC use karahey hain wo re-farnish hai yani used PC pakistan main jitney bhi pc hain sab used howe we hotey hain new ka to only naam hai dabba pack mobile ho ya dabba pack computer dono hi company se reject hua wa maal hota hai aur ye zardari sahab sarey items export kardetey hain na to awaam ko acha khane ko milta hai na bahut mehngae kardi hai zardari ne baqi kal ...
Zia, Jeddah Thursday, April 15 2010
This is another worst attempt to grab more money from our politicians, this industry is very very vital and important for our middle class community and this proves clearly that the decisions makers only care about their interest and income and not for people, this embargo must be eliminate and recommence the supply of computers immediately , i appeal to politicians and decision makers to prove that you are Pakistani only.
Farooq Ahmed, Karachi Thursday, April 15 2010
زرداری صاحب آپ جو کہیں گے وہی ہوگا کیوں کہ ہم پاکستانی ظلم کے عادی ہوچکے ہیں۔
bilal and owais, narowal Thursday, April 15 2010
Branded Computers Par Pabandi Hatai Jai Jab ke pore Mulk Main Zaida Se Zaida Frokht is ki hai And All Student Affordable And reasonable. So Stop Pabandi For Computers PLS Kuch to pakistan ka khayal karo Itne bohran Hain Mulk Main Wo To khatam Nhn hote or jo cheez adminyon ke afford main aai wo bhi cheen rahe hain Ye pakistan he jo itne bohran k baad Bhi sab kuch jheel Raha He Dil Dil Pakistan Jaan Jaan Pakistan
Govinda Bhagwandas Malhi, Hyderabad Thursday, April 15 2010
Iam not in favour of ban on used computers.
IQBAL HUSSAIN, Nankana Sahib Wednesday, April 14 2010
AoA Sadar sahab ki ye baat sun kr bahat khushi mahsoos hoi keh un ko itni information hay kah computer ka aik prossaccer itni heat chorta hay k mahool kharab ho raha hay is liy new compter use kernay chahiy in ki is baaat sy mujy aik lateefa yaad aa gaya aik bar british queen india ky dory per the india ki bhook daikh ker unho ny pocha k loog itny bhooky kio hain to un ko batay gaya kah in ky paas khany ko roti nae hay to us ny kaha to ya bread kha lia kerain ager roti nae hay to
Muhammad , Lahore Wednesday, April 14 2010
Assalam-o-alaikum. Why don't he do for mobiles. For importers give him monthly commission Then every thing will be ok
RASHID MINHAS, KARACHI Wednesday, April 14 2010
hum dunyaa ki wo waahid qom hain jin ki agar din dihaaray koi kapray nikaal kar bhi lay jaaye tou hum ye zehmat nahi karengay kay kamaz kam khud ko dhaanp lain... humaaray sadar saab ko awam ki jaib say tex k naam par loot maar karnay ka bohat puraana tajruba hay... humain petrol aalami mandi kay hisaab say Rs 35/leter mehenga milta hay magar majaal hay kay hum uff karain. bijli kabhi saalon main mehngi hoti thi ab har maheenay mehngi ho rahi hay magar koi awaami "AMLI" raday amal nhi??? saaray siyasat daan sirf baaton kay shoshay chortay hain magar 63 saala taarikh main kabhi ghareeb awaam ko koi relief mila??? wohi party ghareeb awaam ki baat karti hai jin ki hukoomat nhi hoti or jab un ki hukoomat aati hay to waadon ki topiyaan pehnaatay pehnaatay apna dor e hukoomat khatam karti hay... ab jab aaye din aisay zulam awaam kay sath hotay hain tou kya hua jo aik ye bhi hogaya... HUM KONSA JAAGNAY WAALAY HAIN ??? {{{ SAR JHUKAA KAY GEO }}}
NOOR, karachi Wednesday, April 14 2010
Zardari sb hum ne aap ka kia bigara hai????
hume maf karo pls ALLAH
ZIA, karachi Wednesday, April 14 2010
i think that our president is mentally upset
danish bhatti, burewala Wednesday, April 14 2010
naheee honi chahye
ajnabi, Pakland Tuesday, April 13 2010
جائیں تو جائیں کہاں ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
Muhammad Wasim Raza, Lahore Tuesday, April 13 2010
WE NEED TALIBAN
IRFAN KHAN, JAPAN Tuesday, April 13 2010
asif zardari ko sadar kis ne banaya awam ne ab bogto?
osama, kandar Tuesday, April 13 2010
sadar zardari sahib ka hakomat may hona sirf aik bahana hay asal my wo apna bank balance banany k chakro may hain. Waisy to wo har bari company say jaga tex wasool kar rahy hain laikin onko is feild say koi faida nai ho rha ho ga is liye onko isi cheez my faida nazar a raha ho ga.agr pabandi lagany ka ziada shoq hay to phir har matric pass karnay waly ko new computer (1st division r 2nd division) adhi qeemat par or hr graduate ko free may daina chahy.
sufyankhl, multan Tuesday, April 13 2010
میرے خیال میں حکومت کو چاہیے کہ یہ خود اتنی ترقی کریں کہ پاکستان کو ضرورت ہی نہ رہے کوئی بھی چیز باہر سے منگوانے کی۔
ویسے یہ اقدام سراسر غلط ہے۔ اس سے غریب زیادہ غریب اور امیر زیادہ مستحکم ہوں گئے۔
abdul basit ali, jhelum Tuesday, April 13 2010
yeh koi acha kam nai kar sakta sirf awam ko lot ta hai or kia kar sakta hai koi acha kam kia hai ajj tak in main say kisie nay kia.
farman, lahore Tuesday, April 13 2010
میں اس بات کے بالکل حق میں نہیں ہوں یہ دراصل غلط بات ہے
umair hussain, faisalabad Tuesday, April 13 2010
Assalao alaikum.. government ne purane computer ki import par pabandi laga kar gharibon key sath boht zulm kiya hai jo key nehayat he afsos naaak faisla hai is bandish se ghareb aur mutawasit tabqey k talba o talbaat bohat zyada mutasir hon ge ek tu talba pehle hi mehangai ki wajha se apne taleemi ikhrajaat pure nai kar pa rahe hain dosri taraf government ne ek aur bijli ghareeb talba par giradi hai..... government ko chahiye k woh apne is faisley par nazar sani kare aur is faisley ko wapis ley.
afsheen imam, karachi Tuesday, April 13 2010
aur kuch ker to nahe saktay to kam az kam jo ho raha ha us ko to band ker saktay he na yehi to hamari govt ka kam ha . per ghalti phir bhi hamari ha . in ko akher hum nay he to chuna ha na .
azeem.news, peshawar Tuesday, April 13 2010
Displaying results 121-140 (of 200)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6 - 7 - 8 - 9 - 10First « Back · Next » Last