Home » Blogs »



This survey is purely on scientific calculation basis, One vote is based on one person/PC.

کراچی ایک بار پھر آگ کی لپیٹ میں - آخر کیوں؟

کراچی ایک بے گناہ شہر جس نے اپنے اندر بسنے والی ہر قوم اور ہر شخص کو نہ صرف اس کے خوابوں کی تعبیر دی بلکہ پورے ملک کی تقدیر بدل دی٬ آج ایک بار پھر آگ کی لپیٹ میں آ گیا٬ ایک بار پھر سرعام خون ریزی ہو رہی ہے٬ ایک بار پھر ایک انسان دوسرے انسان کا دشمن بنا ہوا ہے٬ کسی کے کان کاٹے جا رہے ہیں٬ کسی کی دکان جلائی جا رہی ہے٬ کسی کو سرعام گولی مار دی جاتی ہے٬ کسی کی لاش گھنٹوں سڑک پر سڑتی رہتی ہے-

کیا آپ کو اس سے کوئی واسطہ ہے کہ یہ کون کر رہا ہے؟ اور کیوں کر رہا ہے؟ نہیں بلکہ ہمارا سوال یہ ہے کہ قانون نافذ کرنے والے ادارے اور گورنمنٹ سے ہے کہ وہ اس وقت کیا کر رہی ہے؟ جب لال مسجد میں کچھ ہوتا ہے تو اسے گورنمنٹ کی رٹ کو چیلنج کہا جاتا ہے لیکن یہاں کچھ بھی ہو جائے گورنمنٹ کچھ نہیں کرتی آخر کیوں؟

Reviews & Comments

Post your Comments Select Language:    
Name:
Email Address:
Your email address won't be shared (Privacy Policy)
City:
Type your Comments / Review in the space below.
 
ASSALAM U ALAIKOM:;;karachi kay log baary dil walay hain....jis ka dil chahta hay karachi aajata hay..aao aao beshak aao..magar nafratain meta kar aao..agar hum sub muslman aik saaf aik awaz hojain to koi bhi hum ko aur humary mulk ko nahi toor sakta..pakistan ko bechne ki batain ho rahi hain...jis ka start karachi se lia jaraha hay...kio kay yahan har zaban wala rehta hay..pehlay inko aapas me larao baki kaam khud hojay ga...plzplzplz
ALLAH kay RASOOL SALALLAHO ALAYHI WASALAM.. ki omat hone kay naaty aik hojao..kamyabi khud chal kar aay gi...

duaon me yaad rakhain,,,
ALLAHAFIZ
sohail, karachi Wednesday, December 03 2008
in sab batoon main hamari hakoomat aur police mulavis hai. hakoomat jab police ko danda kerti hai to police mushtail logon aur dehshat phelany walo logon ko pakarny ki jaga sharif logon ko double swari k chakker main pakrny lagti hai. us k bad police jaraim pesha logon ko pakrny ki sharif logon se un k bachey police station se chorney k liye haram kamati hai. Politician se le ker Government ke her idary main loot mar, rishwat stani hai. Police station main agar aap double swari ke chaker main band hai( jo shayad aik chota jurm hai) to police aap se khana wana kuch nahi pochey gi lakin koi bara mujrim jaisy qatil, daco wagera in se khana peena gutka , sharab sab pocha jata hai kion ke in ka taluk kisi na kisi siyasi party se hota hai. in sab batoon ke bad mujhe apne aap ko pakistani kehte howe sharam mehsoon hoti hai.
Jibran, Karachi Wednesday, December 03 2008
salam.main sirf itna janta hon k hum sab bhai bhai hain or ye jo log shar phala rahe hain wo hum main se nahi hain. or hamari hakomat or khud hum mil kar on logo k khilaf action lain or thanx 4 all cityzen of karachi.
khawaja Majid, Karachi Wednesday, December 03 2008
حکومت اپنے مخصؤص مقاصد حاصل کرنے کیلیے ایسے ہنگامےکرواتی ہے
abdul hameed jasra, peelo wains khusab Wednesday, December 03 2008
mare ye bat samaj main nahi aaty k jab hum se kuch nahi hota to hum sara alzam hukumat ya kise or k sar dal daty hain hum humash is k intazar main kuin rahaty hain k koi dosra ye kam karay hum khuad kuin is mulk k lia kuch karna nahi chatay hum ye to bol daty hain k humkmat kuch nahi karty kabhi ye soch hai k hum nay kai kiya apnay mulk k lia jab bhi is mulk to kise ki zarorat hoy to sirf apny fature k lia is mulk se chala gaya agar us time kise nay is mulk k fature k baray main soch hota to sahyad aaj kise ko is mulk se kahin nahi jana parta pr afsos............aj ye halat khud hamare waja se hain
hukumat hum khud hi to banaty hain na to ye kuin bolty hain k is hukumat se kuch nahi hota?...............
karachi k pakistan k halat jab tak theek nahi ho sakty jab tak hum apnay baray main sochnay k bajay dosro k baray main sochayn lagy or jis din wo din a gaya k hum nay kise or k baray main acha sochnay shore kar diya to mujy pora yaqeen hai k hum bhot aagay hon gay bhot...................
or hum ye sab kar sakty hain pr such to ye hai k shayad hum kush karna hi nahi chaty or jis din hum nay suchay dil se is mulk k lia kuch kiya na to pakistan ek bar phir wohi kameeyab mulk ban jaye ga..............
ek bar is baray main zaror sochiye ga hum nay kia kiya is mulk k lia to zaror is mulk ka halat badal badal jaye ga..........(AMEEN)
shahneela, karachi Wednesday, December 03 2008
ASSALAM ALIKUM YE JO KUCH HAMARE KARACHI BLKE MULK MAI HO RAHA HAI US KE ZIMMEDAR HM KHUD HAIN KYUN KE SIYASI JAMATOO YA POLITICIAN KA NAAM LE KR HM APNE AAP KO BACHA LETE HAIN LEKIN HM YE BHOOL JATE HAIN KE TO SDYON SE HAI KE JAISI RIAYA WAISI HUKUMMMT OR PHIR HM HI TO VOTE DE KR KURSI DETE HIAN TO HM KAISE APNE AAP KO QASOORWAR NA KAHAIN JB BEGUNAHO KA KHOON SAWAT MAI BEH RAHA HAI TO HM MAI SE KON AWAZ UTHANE WALA HAI KOI BHI JB DEHSHTGRDI KA NAAM DE KR WAHAN APNE HI APNO KO MAR RAHE HAIN TO KON BACHANE WALA HAI OR PHIR HM KARACHI MAI PATAHAN KO DEKH KR KEHTE HAIN TALBAN KON TALBAN UN KA TO KOI WAJOOD HI NAHI . AGR WO TALABAN THE JINHO NE AIK BRITISH SAHAFI KO QAID OR JB WO AZAD HOI TO US NE UN KE IKHLAQ KI TAREEF KI TO WO TO INSANYAT SE AARI NAHI YA WO INSAAN HAI KE QABIL DOCTOR UN KI QAID MAI HAI OR APNA ZEHNI TAWAZUN KOGAE . KARACHI MAI HR QOUM ABAD HAI TO MAHAJIR OR PATHAN KYUN LDTE HAIN YE NA MAHIJIRRO KA SHEHR HAIN NA PATHANO KA YE TO MUSLAMANO KA HAI JO UN KE LIYE HAI TO PLZ YE QOUMYT KO CHOR KR ISLAM KE JHNDE TALE JAMA HOJANE KA WAQT HAI .KHUDARA APNE AAP KO PHIR DOSROKO SUDAHRAIN
MAHA , karachi Wednesday, December 03 2008
no actioned is taken by our government against this critical condition.i appeals to all my national brothers that please think with mind and plz 4 god sake don't spoil your own nation.other nations are considering us as a terrorist and a criminal.please think upon it and consider all the castes(pathans,balochis,sindhis,mahajirs,punjabis)as a one nation and a one muslim community.may ALLAH make my city and country as a peaceful place,land of unity,make us patriotic and loyal to our muslim and national brother and give thinking power to our political leaders and political parties.and escape the difference of castes.may ALLAH make our nation a fully muslim nation.may ALLAH blush the name of our country on the map of the world.[jahan me mile tujhey(pakistan ko)itna urooj ke aasman bhi teri woosatoon pr naz kare]ameen
zeb, roshnion ka shehar karachi Wednesday, December 03 2008
Karachi the city of lights is in darkness these days due to our weekness against international politics in which India, USA, Israel, Afghanistan and our local political parties inlvolved greatly. They do as they like, they turned the situation as they wish. If we look into history it will clearly shows whenver disturbance occured in the above mentioned countries specially India Karachi starts burning as response to that voilance within a few days. In the present cenerio when Mumbai was under attack few days before voilance got started in the next morning in "Karachi". Why why this happend again and again? why we be blamed by international Terriorist Countries that we are the responsible for everything and our cities pushed into fire. And it is open to understand for everyone that who is doing this voilance in Karachi and what is his aim to do all that. We should try to stop these things anc condemned these activities by all possible means and resouces we have and answer internationally by politics with the alliacne of our brotherhood countries to stop this cold war.
Naveed Choudhry, Lahore Wednesday, December 03 2008
GOVERMENT AND ETHNIC PARTIES.
WASIM /VICKY, MELBOURNE/KARACHI Tuesday, December 02 2008
As far as i concern to this point so Karachi isn,t for this.People I reguest u your existance is so complex so innocents be care it,s my msg for whole Karachi people &i hope Goverment,ll control this situation as soon as possible.
Muhammad Wasim, melbourne Tuesday, December 02 2008
wise solve their crises with good sense,while foolish cries upon spilt milk,let us serve our country with common sense and what we have in our hands,we should feel our moral duty with our mother land,outsider will never solve our crise or problems, God bless,we should be positive best principal of shipping line, is an ever jump out of ship until n unless it is an ear to sink or never leave ship before it sinks
alina naseem, karachi Tuesday, December 02 2008
wise solve their crises with good sense, while foolish cries upon spilt milk,let us serve our country with common sense and what we have in our hands, we should feel our moral duty with our motherland, outsider will never solve our crise or problems, god bless,we should be positive best principal of shipping line, is an ever jump out of ship until n unless it is an ear to sinkor never leave ship before it sinks
alina naseem, karachi Tuesday, December 02 2008
we should not be emotional upon recent crise either in india or paistan, if everyone of us decide to be peaceful at our place, peace may prevail, civilised nations solve their own problems,head of the state cannot come on the road side to resolve big issues of the world,war is never splution to any crise, warleave behind much more worst situation, take care where you are, we should feel our responsibilities,a model stat is always composed of very refine citizens,,rumours are crime, we should avoid this fire.let us adopt best policy,let us help ourself and each other sincerely,rather than we make our future complex fee aman al
naseem ahmed khan, karachi Tuesday, December 02 2008
ہمارے ادارے کیا کر رہے ہیں جن پر اربوں روپے خرچ ہو رہے ہیں کراچی کے حالات پہلی دفع ایسے نہیں ہوئے لیکن
آج تک ان کے ذمے داروں کو بے نقاب نہیں کیا جا سکا اس
ناکامی کے ذمہ دار حکومتی ادارے ہیں جو پاکستان کی محبت
سے غافل ہیں اگر ایمانداری سے اپنے فرائض سر انجام دیں
تو کوئی وجہ نہیں کے ملک دشمن عناصر کو بے نقاب نہ کیا
جا سکے۔
Munawar Khan, mirpur Tuesday, December 02 2008
mere kheyaal se haalat ke zimadar siyasee log hein jo ek doosre se jelous hoker ese kaam kerte hein.Masoom shehri jo begunnah hote hein os ka shikar hote hein khassker middle class tabqa jo pehle hi mehengaee se tang hay.Ab hangamon se pereshaan hein . I am Pakistani so i really worried about karachi situations every time plzz jo hazraat police mein hein woh help karen. Do something. bye
huma hassan, newyork usa Tuesday, December 02 2008
ہم خود ہیں آنکھیں بند ہیں ہماری
hamna, peshawar Tuesday, December 02 2008
ye nafrat bori hai
na pehlaow isey
dilon me khalish hai
nikalo isey
Mahajir,na Sindhi,na Baloch,na Punjabi, na Pathan
Ye sab ka watan hain
bachaloo isey.
khuda hamarey watan-e-aziz ko bori nazar se bachaye karachi me is waqt jo kuch ho raha hai ye sab talim ki kami hai logo me sochne aur samajne ka sahoor nahi hai in sab harkat ki waja se hamari city ka nam kharab hota hai is me ye wo log hain jo jahil hain aur laides k sath battamizi karrahen hian kya in k ghar me laides nahi hai ya phir ye sab bhool gaye me ye nahi kehta k wo kis tanzim se taluk rakhte hain magar hia to musalman?kya islam is cheiz ki ijazat deyta hia?ye bichari majboor laides hain jin ki waja se bhoot se logo ka pet pal raha hai gents to kisi na kisi tarha apney ghar ponch hi jatey hain magar afsoos un majboor laides ko dheak kar hota hai jo bus stop par khari ho kar ro rahi hoti hain ye insaniyat reh gai hai aur barey hi chora seena kar ke kehtay hain k hum MUSALMAN hia kya islam ye kehta hai k AURAT zat se battamizi karoo ?plz khuda k wastey galat kam chor do aur ek PAKISTAN ki khatir Ek ho jaow aur apney WATAN-E-aziz ki salamti k liye khadey ho jaow
aaj kal jo kuch karachi me ho raha hai ye sab islam se dud ho janey ki waja se ho raha hai.
ALLAH hum sab ko naik raha par chalne ki tofeeq aata karey
AAMIN
ejaz parker, karachi Tuesday, December 02 2008
ہم خود زمہ دار ہیں جو کچھ بھی ہو رہا ہے آج کے اس دور میں سب کو صرف اپنی اپنی پڑی ہے کسی کو کسی کا کوئی احساس نہیں کوئی درد میں ہے تکلیف میں ہے اس سے کسی کو کوئی واسط نہیں ہے اپنے فائدے کے لئے کسی کو بھی نقصان پہنچانا تو ہم اپنا فرض سمجھتے ہیں۔ ہم سب اتنے بےحس ہو چکے ہیں کہ کوئی بھی درست فیصلہ کرنے کی صلاحیت ہم میں نہیں ہے جس کا ثبوت ہم سب کے سامنے ہے جو حکومت بنی ہے جو سیاسی جماعتں بنی ہیں ان کو ووٹ دے کر بنانے والے بھی تو ہم ہیں اب یہ سیاسی جماعتں ہم کو آپس میں لڑوا کر اپنا مفاد حاصل کر رہی ہیں اگر ہم میں اتنی صلاحیت ہوتی تو سوچ سمجھ کر ایسے لیڈر چنتے جو صحیح معنوں میں ملک و قوم کی ترقی کے لئے کام کرتے اور ہمارے اس پیارے وطن کو جنت بناتے نہ کے دوزخ
Rashida Azam, Lahore Tuesday, December 02 2008
کراچی ہمارا شہر یے اس لیے تمام زمہ داری بھی ہم پر عائد ہوتی ہے۔ ہمیں مل کر اپنی صفوں سے شرپسندوں کو نکالنا ہوگا۔ ہمارا پیارا ملک دشمن کی آنکھ میں کھٹک رہا ہے اس کے علاوہ کئی خطرات سے ہم گھرے ہوئے ہیں۔ یہ وقت آپس میں اتحاد کا ہے۔ اللہ نہ کرے ہم متحد نہ ہوئے تو دشمن ہم پر حاوی ہو جائے گا۔ اللہ ہم سب کی حفا ظت فرمائے۔۔۔۔۔۔آمین۔
Muhammad Aslam, Karachi Tuesday, December 02 2008
At dis moment i only like to say dat our political leaderz r become blind ,deaf & dumb. no one iz here for our help .all r just make a fun of each and every thing .we peopel will be able 2 do anything 4r our country when political leaders & government change thier policies .INSHALLAH i hope they will do it if they want our country`s betterment.
kanwal, karachi Tuesday, December 02 2008
Displaying results 81-100 (of 111)
Page:1 - 2 - 3 - 4 - 5 - 6First « Back · Next » Last